Aap ko dekh kar jo hamara dil dharkhta hai uss ka hum kya kare
Aap jab bhi hume apne se door karti ho dil tab toot ta hai uss ka abb hum kya kare
Baho may bharne kay liya bahut mil jate hai Par dil bass app ko mangta hai abb hum kya kare
Aap ko samjhna bahut muskil hai Par aap ko dekhe bina dil bechan rehta hai abb hum kya kare
Kujh toh taras khaye hum Par jiss safar se hum akele guzar rahe hai uss may thoda saat hi chal pade
Iss ihsaas ko jo hum mahoos kar rahe hai jo hum jante hai ki aap bhi karti hai uss Par thoda ehsan kare
Aap humse thoda pyar kare
Plea from Neel to his suvi.
comment:
p_commentcount