LOVE GETS ITS DESTINY - AR SS -
Part 2
Knock knock...
And the Door opens...
Armaan -ri.. Riddhima... aao na...
Riddhima -Armaan kase ho...
Armaan -mein aacha hun .. mujhe kya hona hain ...
Riddhima -Armaan mujhe kuch baat karni thi tumse...
Armaan -Riddhima mujhe... mujhe aAbhii kaam hai mein baad mein baat karunga...
Riddhima -kaab Armaan...
Armaan -mein free hote hi aaunga tumhare pass...
Riddhima -ek week se toh tum free nahi hua Armaan... aab kab free hokar baat karoge...
Armaan -vo kaam bahut tha na isliya...
Riddhima -mera se millne se pehle tumne aaj tak kaam nahi dekha toh phir aaj... hua kya hai
Armaan...
Armaan -kuch nahi Riddhima.. kuch nahi hua...
Armaan turned away from Riddhima giving his back to her...
Riddhima -kuch toh hua hain jo tum mujhe nahi batana chahate...
Riddhima moved in front of Armaan to make him face her
Armaan -kuch nahi hua Riddhima...
Riddhima -Armaan jhut bolna baAnd karo...
Armaan -mein kyun jhut bolunga Riddhima...
Armaan again changed his face direction avoiding looking at Riddhima...
Riddhima -aacha jhut nahi bol rahe ho toh meri taraf kyun nahi dekhte tum...
Armaan looked at Riddhima for once And again dropped his gaze down And again turn around...
Armaan -tumhe aise hi lag raha hain Riddhima... kuch nahi hua hain ...
And Armaan sat on his bed And started wearing his socks And the shoes to avoid Riddhima...
Riddhima -maat batao armaa.. pata nahi kya hua hain tumhe jo tum aise behave kar rahe ho... par
tumne aaj tak koi baat nahi chupai mujhse toh aaj kyun...
Armaan -mein aaj bhi nahi chupa raha tumse kuch...
Riddhima -ye sach toh tum bhi jaante ho ki tum chupa rahe ho ki nahi... anyway daffy And mickey bhi
aa rahe hain... shaam ko aa jaenga...
ye bol kar Riddhima waha se chali jaati hain...
And Riddhima ko jaata dekh Armaan khud ke khayalon mein kho jaata hain...
Armaan -kya bataunga mein tumhe Riddhima... aur kaise bataunga ki hua kya hain... par mein
tumhare liya bahut khush hun ki tum aapne pyaar se shaadi karne wali ho... bhagwaan tumhe sari
khushiyan de.. kAbhi koi taklif na aayee tumhari life mein... mein bhi aapne pyaar ke sath jindagi khushi
khusi bitaunga...
Armaan aape khayalo mein khoya hua hota hain bed par beth beth ki tAbhi waha Padma aati hain aur
Armaan ke sir par aapna haath pherti hain...
motherly affection mehsus karte hua Armaan aapni aankhe bAnd kar leta hain aur aapne aas pass pyaar
aur care mehsus karta hai... hir thodi der mein Armaan Padma ki aur lean karta hain aur aapna head
Padma ke sahara rokh ke beth jaata hain... phir thodi der mein Padma Armaan ke Side mien beth thi
hain...
kuch der Armaan aur Padma dono hi kuch nahi bolte...
Padma bed par bethi hoti hain aur Padma ka haath aapne sir par mehsus karte hua Armaan dheera
dheera neeche floor par slip karke beth jaata hain aur aapna sir Padma ke laps par rakhta hain... Padma
kuch der Armaan ka sir sehlati rahti hain... kuch der koi kuch nahi bolta... dono bilkul chup hote hain...
Padma *thinking -kya karun mein bhagwan... nahi jaanti ki kya baat hain jo mera beta ko pareshan kar
rahi hain... kya hua hain jo itna hasta khelta ladka phir se khamoshi ki daire mein chala gaya hain... kitna
tarasta hain ek maa ke sparsh ke liya ... mera sir par haath rakhte hi chote baache ki tarah meri god mein
sir rakh ke beth gaya hain... mein ne in sab taiyariyon mein aapne bache par hi dhayan nahi diya... kaise
bhul gai aapne bete ko... kaise...
Padma -Armaan...
Armaan -hmmm...
Padma -beta aapni maa ko nahi batayega kya hua hain mera bete ko...
Armaan -kuch nahi maa bus aaj mom ko bahut miss kar raha thaa... pata hain maa kAbhi kAbhi dil
karta hain ja kar mom ke pass hi let jaun... unki.. unki kabar mein unke sath... bahut yaad aa rahi aaj
maa mom ki... bahut yaad aa rahi hain... mom kyun chali gai mujhe chod kar maa... kyun chali gaii...
aur dad bhi... mom aur dad ne wada kiya tha mujhse ki kAbhi mujhe chod kar nahi jayenga kAbhi mera
pyaar karna kaam nahi karenga... Ria ke baad mein mujhse sab se jayada pyaar karenga... aur ria bhi
mujhse pyaar karegi.. par maa aaj sab ki bahut yaad aa rahi hain... mom dad And ria sab chale gaye
mujhe chod karo.. kyun maa kyun...
Armaan was sobbing... And hearing him Padma too was having tears in her eyes...
Padma -mein toh hun aa beta... jaanti hun mein tumhari mom ki kaami kAbhi puri nahi kar sakti... ek
maa hi maa hoti hain.. ek baacha aapni maa se hi sab share kar pata hain... par tum mera aapne beta se
kaam toh nahi na Armaan... tum mujhse aapni maa se kuch bhi share kar sakte ho... aur tum jaante ho
na.. mera liya tum mein aur Riddhima anjali mein koi farak nahi kiya kAbhi... NAndani tumhe hamare
liya hi chod gai ... hamara beta inta kamzor kyun padh gaya hain aaj... kya hua Armaan...
Armaan *wiping tears -kuch nahi maa kuch nahi huaa...
Padma -aapni maa se bhi jhuth bolega mera beta... kya hua hain Armaan... ek week se dekh rahi hun
tumhe... mera beta aisa toh nahi tha... kya hua hain armaaan...kyun phir se aapni charo aur deewar
bana rahe ho... NAndani aur Karan bhaisab ke jaane ke baad itni Muskil se sab ne tumhe phir se jeena
sikhaya tha par aab kya hua hain Armaan ... tum phir se kyun vo deewar bana rahe ho...
Armaan -aisa kuch nahi hain maa...
Padma -aisa nahi hain toh Armaan jo aapni basket se kuch nahi chupata tha vo aaj kuch bhi nahi bata
raha tha usse...
Armaan -maa...
Padma -Armaan tumne Shashank se share nahi kiya mein samjhte hun ki kuch baatein hoti hain jo
bache aapne baap ko nahi bata sakte par tum Riddhima ko bhi nahi bata rahe the mein ne tumhari aur
Riddhima ki baat sunti thi aAbhi.. ye toh kAbhi nahi hota na Armaan ki tum usse kuch na batao... aur
aab ek maa ko bhi nahi bata rahe... mujhse batao Armaan kya hua hain ... shayad tumhara dard bhi kam
ho jayega... aur mein aapne beta ko aisa nahi dekh sakti... mera beta haste hua aacha lagta hain...
chalo baatao aab kya hua hain...
Armaan -mein kisi se pyaar karta hun maaa...
Padma -budhu ye toh khushi ki baat hain aisa latka hua chehra kyun bana rakha hain phir...
Armaan -maa mein pyaar karta hun par mera pyaar ek tarfa hain...
Padma -matlab vo tumse... vo toh us ladki ki bewakufi hain jo itna aacha hera khone wali hain...
Armaan -nahi maa... usse toh mera pyaar ki khabar bhi nahi hain ...
Padma -kya... Armaan tumne...
Armaan -nahi maa... nahi bata paya... hamesha koshish ki ki mein bol dun .. par jab jaa kar himat juta
paya... aur jaane laga aapne pyaar ka ijhar karne toh mera kuch bolne se pehle hi mera haath mein uski
shaadi ka card aa gaya... mein ne bahut der kar di maa...
Padma -par aAbhi shaadi toh nahi hui hain na Armaan... tum ek baar jaa kar baat toh karo...
Armaan -nahi maa... vo kisi aur se pyaar karti hain aur ussi se shaadi bhi kar rahi hain.. mein aapne
pyaar ka ijhar aab kar ke uski dosti nahi khona chahata...
Padma -toh kya rahe paoge uske bina...
Armaan -reha lunga maa. par uski jindagi mein koi pareshai nahi dekh sakta mein ...
Padma -aab kya karoge... hum tumhe aise nahi dekh sakte...
Armaan -kuch nahi maa uski shaadi mein jaunga usko uski saari khushiyan paata dekh hi mein khush
rahunga...
Padma -dekh paoge usse kisi aur ka hote hua...
Armaan -dekhna padega maa nahi toh aapka beta kAbhi aapni life mein aage nahi bhad payega...
Padma -nahi jaanti ki tum sahi kar rahe ho ki nahi... par itna bol sakti hun ki ye us ladki ki baad kismati
hogi ki vo tum jaise pyaar karne wale ko kho degi..
Armaan -aisa maat kahiye maa... pyaar karne walo ko nazar bahut jaldi lagti hain... aur mein nahi
chahata uski khushi ko kisi ki nazar lage...
Padma -bahut pyaar karte ho na usse...
Armaan -aapni jaan se bhi jayada...
Padma -kya naam hain uska...
Armaan -mein naam nahi bata sakta maa...
Padma -koi nahi mein force nahi karungi bus dua karti hun.. tujhe teri saari khushi mile...
Armaan -vo toh ussi ke saath thi maa.. aab toh bas yaadein hain ... aur kuch nahi
Armaan got up from floor wiping his tears...
Armaan -kya maa aap bhi naa... dekho kitna saaara kaam baaki hain ... aur aap yahan mera se bethi
baatein bana rahi hain... jaldi chaliya bahut kaam hain...
And Armaan went from there...
Padma kept sitting there only And look at Armaan's retriting back...
Padma -bhagwan is ladke ko hi kyun itna dard dete ho aap... kya bigada hain is ne kisi ka... mera bete ki
khushiyaan usse de do bhagwan... nahi dekh sakti Armaan ko mein aise... pehle uske maa baap aur
behan ko kho diya aur aab ye sab... usse uski khushiyan de do bhagwan usko khushiyan de
dooo...
Padma prayed for Armaan's happiness to god And left the room herself...
on other Side after leaving room Armaan went out of the house...
In Gardern...
Armaan stopped reaching gardern And with a thump fall down on his knees...
Armaan -i miss you mom... bahut yaad aa rahi hai aapki mom... aaj aap hoti toh mein aapse saari baat
kar sakta tha... Padma maa ko mein ne baat toh batai par aapne dil ki saari baat nahi batai.. kaise batata
mom ... kaise batata ki vo ladki koi aur nahi Riddhima hi hain... I miss you mom... mujhe bhi aapne
pass bula lo mom aapne pass buula lo mom... aapne pass bula lo...
Armaan was sitting on his knees And crying looking above to the sky...
someone came there And saw Armaan there sitting on knees...
voice. -Armaan...
armana hearing a voice from behind wiped his tears instantly And got up And turned around to see the
source of the voice...
Armaan turn around only to see Riddhima stAnding infront of him. Armaan looked at Riddhima once
And then diverted his gaz from her face looking everywhere esle then Riddhima's face...
Riddhima was shocked to see Armaan's face. She never need to see him long to know his situation...
Riddhima -Armaan... *gasping
Armaan -hain...
Riddhima -tumm.. tum ro rahe the ...
Armaan -nahi mein.. mein kyun rounga...
Riddhima -jhuth maat bolo Armaan...
Armaan -mein jhuth nahi bol raha..
Riddhima -toh tumhari aanko mein aasun kyun hain...
Armaan -vo .. vo toh kuch nahi ... ankh mein kuch chala gaya tha...
Riddhima -tum jaante ho Armaan... tum badal gaye ho...
Luv u all
Aayushi
comment:
p_commentcount