Bigg Boss 19- Daily Discussion Thread - 7th October 2025
5 MONTHS LEAP 7.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct. 7, 2025 Episode Discussion Thread
Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2: EDT # 3
HIGHER COURSE 8.10
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Oct 8, 2025 Episode Discussion Thread
Katrina already welcomed a child via surrogacy?
Bring her in Gen 5
Abhimaan Edition: New Chapter Discussions
Naya safar college ka
Round 1 Slot 1 (Oct 7 6:30 PM IST / Oct 7 9 AM EST)
Now that's what I call a Wildcard
Round 1 Slot 2 (Oct 7 10:30 PM IST / Oct 7 1 PM EST)
Ananya Pandey - Chanel girl
Kaun banenge PL ke Mummy aur Papa(New)
ArIya/ETF OS: Rain, Coffee aur Thoda Pyaar
🏏Cricket Forum Banner Contest Results Announcement🏏
Songs on All Tranportation
@ sinak
@ shallymann
@ naina - mishal
thanks so much guys for appreciating the update🤗
Wow....Rose dear......i like ur DP's story,,,,,well managed dear,,thanks so much ..feels great to know that u liked my side of the story,,,but i'm just curious dat DP's name is Damodar shreeram patil😕😕😕....ohh ooo...hws dat,,,,,shreeram patil was Damodars father...honestly speaking i ddint want to change duttas name ..for me he will always be dutta shreeram patil...so used this trick
but lovely tasha scene......it was short but awesome..well thats the beauty of their relationship.....datta recognise his nakku....😳😳😳...although their romance is subtle but still that doesnt weaken their bond infact makes it all the more strongerwen i read dat....1 song run in my mind "aankhen band karke jo ek chehra nazar aaya,,,,,"😉😉😉i just love dis... tasha's bond... sooo nice😳😳😳😳😳...thanks for enjoying it so muchas usual nice update sweety 👏👏👏👏👏plz sort out dis things fast😕 will clear up everything soon ..dont worrycant wait 4 our sweet tasha😳
Originally posted by: stranger2rose
Twenty first Sweet TASHA Moments
After completing the pooja nakku turns around to leave but finds Damodar Patil standing in front of him. The puja thali falls from her hands in shock
Nakku : aap zinda hain???????
DP : haan mein Damodar Shreeram Patil '.dutta ka sagha (real ) baap zinda hoon
girl thats very cunning saap bhi mare aur latthiy bhi na tutey matlab Damodar remains Dutta's biological father and Dutta retains the middle name Shreeram since its a hereditary family name😆😆😆😉Nakku (confused) : lekin sahab toh keh rahe the ki aapne unko goad (adopt) liya haiDP : Dutta nahin jaanta ki woh mera sagha beta hai'.yeh baat humne ussey chupa (hide) kar rakhi hai
😲😲😲 wwwwhhhhhyyyyyyyy ????????Nakku : kyun ?😕😳😲 lo Miss bak bak ney bhi pooch liy ooopppsss sorry😕 that will be Miss Bak bak turned Mrs. Sharmila Don😆Dp : kyunki shakuntala matlab tumhari AS uski saghi maa nahin hai😲😕 yeh firse kaunsa confusion ka jaributi paka raha hein buddha????😆Nakku (confused) : aise kaise ho sakta hai'main kuch samjhi nahinarey buddhein ko bakney tow dey khud hiy baki jayegi tow kaise tereko kucch samajh mein ayega yerdi hein re tu puriy ki puriy*Mithai facepalms*DP (lowers his head with guilt ) : dutta mere aur shakuntala ki choti behen (sister) ki najayaz (illegitimate) aulad (child) hai
mmmmmmmm yeeenntterestingNakku (shocked) : KYA ?????? yeh aap kya keh rahe hain?Dp: yeh tees (30) saal pehle ki baat hai'shakuntala ki behen urmila humare saath he rehti thi'tab kala aur leela bahut chote the aur roops hui nahi thi'un dinon hamare ghar ke haalat (conditions) theekh nahin the'mujhe har kaam mein nuksan (loss) uthana (bear) par raha tha'.ghar ka guzaara bahut mushkil se ho raha tha '.apni nakamyabi (failure) ki wajah se mujhe sharaab peene ki aadat par gayi'ek bar shakuntala apni saheli ki shaadi mein pass ke gaon (village) main bachchon ko le kar 1 raat ke liye gayi thi'urmila ghar mein akeli thi aur mein har roz ki tarah sharaab ke nashe mein ghar lauta'.us din mujhe naukri se bhi nikaal diya tha'.bas gusse (anger , frustration) mein main cheezein (things) patakne (throw) laga'urmila mujhe sambhaalne ke liye aayi aur hamaare beech mein jo nahin hona chaiye tha ho gaya'nasha mein main apne aap par kaabu (control) nahin kar paaya aur apni zindagi ki sabse badi galti kar baitha'.subha jab mujhe hosh aaya toh main khud se bhi nazar nahin mila pa raha tha isliye shakuntala ke naam par chitthi (letter) likh kar shehar (city) chala aaya'.ek saal wahin kaam karta raha aur ghar par paise bhejta (send) raha'.jab lauta toh pata chala ki urmila ne dutta ko janam diya tha aur ussey paida (born) karte he uski mauth (death) ho gayi'.shakuntala ne kayi baar urmila se bachche ke pitah (father) ke baare mein poocha lekin usne kuch nahin bataya'.aur shakuntala ne apne behen ke bachche ko goad (adopt) kar liya'dutta toh shakuntala ki jaan ban gaya'.usne ussey ek saghi maa se bhi zyaada pyar diya'maine bhi usse kuch nahin bataaya'is tarah 5 saal beet gaye 'roops bhi ho gayi..
haila yeh burdao jawani mein bohut gul khialaya hein aur iin sab ko keise aram se dafn karke rakha hein......arey yeh koi tips humein bhi de deyNakku : iska matlab AS aaj tak nahin jaanti ki aap sahab ke pitah hain???.....aur aap itne saal rahe kahan???kkkkkyyyyyyyaaaaaaaaaa??????Dp: nahin yeh sach mein ussey zyda der (time) tak chipa nahin saka'.ek din dutta ka accident ho gaya tha 'uski halat bahut naazuk (serious) thi'uske ilaaj (treatment) ke liye mujhe kafi paison (money) ki zaroorat thi'.kala leela aur roops ko dutta ke paas chod kar shakuntala aur main mere maalik (boss) ke paas paise mangne gaye'.lekin usne mana kar diya'woh dutta ko bhala bura (abuse) kehne laga'usse har**m ki aulaad (bas***d)
aab iske boss ko keise pata chala iiss barein mein????'..(sorry guys for using fowl language but it was important to bring out damodars anger)' kehne laga'mujhse bardaasht (control) nahin hua 'maine gusse main keh diya ki dutta mera sagha (real) beta hai '.yeh keh kar maine uska sar (head) phod (break ) diyasur phod diya???? yeh aadmi hein ki atom bomb????'aur woh mar gaya'.shakuntala ko bahut bara sadma (shock) laga'woh ek dum shaant (quiet) ho gayi'.mujhe jail ho gayi'.phir bhi (still) shakuntala ne apne zevar (jwellery) bech kar dutta ka illaaj karaya'adalat (court) ne mujhe 14 saal ki saza (imprisonment) suna diyaar 14 saal ki banvaas sunte sunte kaan pak gaye hein woh gayethe Bhagwan Shree Ram aab yeh Damodar Shreeram'shakuntala mujhse milne jail mein aayee'itne bade dhoke ke liye woh mujhe maaf nahin kar saki 'usne humaare pati patni ka rishta tod diya'lekin dutta ke saath maa hone ka rishta nahin tod payee'woh humaari aakhri mulakat (meeting) thiiin dono nein apni love story khatam nahiy kiy aab TaSha ka love story aagey keise track mein baard payega jab tak na senr Mrs. n Mr. Patil apne love story ka solution nikale???yeh dono milke kucch zyada hiy Ekta ki Kekta stuffs dekha tha bachpan meinNakku still trying take in the whole sequence of events turns around to find a shocked and lifeless dutta standing in front of her'she whispers " sahab"'.Damodar turns around and is surprised to see dutta..sensing that dutta has heard the entire conversation 'he walks up to him and says " apne gunahon (mistakes) ko kaboolne (accept) ke liye ek mandir se zyaada sahi jagah aur koi nahin ho sakti" he folds his hands in front of him and says " ho sake toh mujhe maaf karde" with tears of remorse and guilt in his eyes he cups duttas face in his hands'dutta immediately takes a step back and raises his hand to stop damodar from getting close to him'dutta with rage and anger turns around and leaves from there without saying a word.
Nakku runs after him to stop him but he leaves without looking behind.
I can imagine Naku running down the stairs of the temple Paro stylepallu picchey latkaoying calling out "Devaaaaaaa"ooopppppsss sorry "Duttaaaaaa....."Dp : nakku usko jaane de'itne bade sach ko apnane (accept) ke liye usse kuch waqt toh lagega.Nakku with tears in her eyes asks helplessly " aakhir aap chahte kya hain'itne saalon baad aap wapis kyun aaye???"
Dp : mein sabse apne gunahon ki maafi mangne aaya hoon'apne parivar ke saath ek baar phir se rehna chahta hoon lekin jab tak dutta nahin chahega main uss ghar mein kadam nahin rakhoonga.
Damodar walks up to nakku with folded hands and says " beta uss ghar mein ek tu hi hai joh dutta ko samjha sakti hai'shakuntala toh mujhe dutta se milne bhi nahin degi"
Nakku holds his hands and says sadly " aap mere aaghe haath mat jodiye (join)'mere bus mein jo hoga mein zaroor karoongi'is waqt mujhe sirf sahab ki chinta hai'pata nahin woh kahan chale gaye "
Dp : tu ghabra mat'woh ghar hi gaya hoga'aa mein tujhe chod doon
On reaching PN nakku runs into the hall where AS , the 3 sisters and baaji are sitting.
Nakku (worriedly) : AS sahab kahan hain?
AS : kahan hain matlam ? woh toh kaam khatam hone ke baad tujhe mandir lene gaya tha'kya woh wahan pahuncha (reach) nahin?
Nakku : nahin woh mujhe lene aaye toh the lekin'.(then she narrates the entire incident that happened in the temple)
As holding her head worriedly says " wohi hua jiska humein dar tha'.pata nahin is waqt dutta ke dil par kya beet rahi hogi"
Baaji : AS aap chinta mat karo mein abhi bhau ko dhoonth kar lata hai'bhau ko kuch nahin hoga
Nakku : AS mein sahab ka bahar intezar karegi
Baaji goes out in search of dutta while nakku stands at the gates waiting for him to return'.morning turns into afternoon and afternoon into evening without any trace of dutta'nakku gets all the more worried and thinks to herself " sahab aap kahan ho'jaldi se waapis aa jao" . suddenly a thought occurs to her 'she remembers dutta telling her that he likes going to the beach as he finds peace there. Without giving it a second thought nakku runs to the nearby beach.
She finds dutta lying on the sand with eyes closed and fully drenched due to the waves crashing on him'she takes a sigh of relief and sits next to him quietly.
yeh lo isko tow bahana chahiye bus peena kapeeney ke baaad usko keisa lagta hein janta bhi hein???ekbar bewra Ganpat ko dekh le woh kudh ba kudh peena cchord degaNaku ekbar apne baap ko bewre haal mein dikhla dey apne pati dev kobilkul eisa dikhta heinTears of pain on seeing his condition roll down her cheeks'she lovingly moves his hair fallen on his forehead back'.dutta sensing her presence and without opening his eyes recognizes her touch " nakku tu jaa yahan se mujhe akela chod de"says dutta" sahab agar aap bina dekhe mujhe pehchaan sakte ho toh itna bhi jaante hoge ki nakku aapko kabhi bhi akela nahin chod sakti"
❤️ ROSE
Hope u enjoy the long update...plz do share ur views...SILENT READERS JAAGO ....plz comment if u press the like button
Logical continuation to the story !! Creative to take the DP track in a diff angle....well i had this idea in mind for a long time...thanks for liking it
Loved the end.. wherein datta recognises naku even without opening her eyes!!!....yes they share a very strong bond where they dont need words to express their feelings... Waiting for the next when naku wil take care of the pain which datta is going through
Well written 👏👏....thanks again...will update asap
hmm ye tu buht serious mamala agaya hope sb set hojae soon... 😃
....dont worry in another 2-3 parts everything will be fine...nd ab to may ye b nae keh sakte nice update 😳 cz mjhay pta chala OS update nae kiya jatay 😆 lol silly me.... to jo b likha hay behtareen likha hay....thanks so much for liking the update.. 👏⭐️ nd phr say isay acha likhna (kash may kehskte update soon ..will update asap....😆 but again i realizs OS update nae kia jatay) 🤣