dekh mene to kahin padha tha... ki pehle cells the har jagah... vo evolve hote hote fish jese bane. fir bahut evolve hoke frog...again bahut evolution ke baad birds.. ese hi bahut stages ke baad jake hens aye the... vese hens to bahut recently ayr hain... kehte hain ki vo dinosaur ke family se hain... to mene socha, ki body transform hui hai thodi si... to vo to time ke sath ho gyi hogi... ab mujhe kya pata tha ki achanak se ek ande ke ander hi badal gaya.π...mera subject bhi nhi hai yeh... 5 saal pehle pada tha, tab to itni research karne ki adat bhi nhi thi πOriginally posted by: lovely1999
Hello Sanju π€How r you?Aajkl dikhai nhi dete ho..π...Chlo bhot ho gya seedhe mudde pe ate h... π...Ek baat btani thi...π...Soch rhi hi ki bau ya nhi btau..π€..bta hi deti hu πYaad h tumne ek question pucha tha π³...phle murgi ai ya anda...π...or mne apni knowledge(jo h nhi jyada π ) or soch vichar krke kha tha phle murgi ai... π€..or tumne kha answer shi h..π...but I was wrong......Shi answer h..Phle anda aya..π..Mne kha tha evolution phdhaya jayega mujhe tb achhe explain kr dungi..π...first lecture me hi teacher se puch liya..π..To anda kaise phle aya..explain kr deti hu...πTo yha baat hui h ande ki...ye to jruri nhi h ki anda murgi ka hi ho...fish bhi to eggs lay krte h..and fish evolved before hens..therefore egg came first...π..Ab ye bhi ho skta h ki hr kisi ka apna pov ho..π...mujhe jitna btana tha bta diya..π³..