hey kavya
so kaisa raha birthday???i hope u enjoyed alots...and cake kaunsa tha??mango ya blue barry😆
so aaj humara mango puri tarah pakk gYa tha🤣but i m not gussa on him..kabhi na kabhi to bhadaas niklegi na😲
main tujhe roz kahu i want mango mango to tu de hi degi na😆😆yahi swara madam k saath hua...everytime she said ye mission finish ho than i go back badi..talak k baad school open kRugi ..thak gayi hu main ab bas sach batakar wapas jana chahti hu divoce divoce to aaj sanskar ne kaha ok bag pack karo aur jao😡
sanskar human he..koi god ya robot nahi jo kuch feel na kare ya gussa na ho😭yes u r right swara k har mission main wo apni marzi se saath tha..but he is now angry aur gusse main nahi pata chalta hum kya bol rahe hai...me and my hubby jab bhi fight hoti hai mat puch main kya kya bol deti hu..but after half hour we both hug and smile😳its a natural ..jaha pyaar hai waha thoda bahot siqwa hoga
swara ne aajtak sanskar ko maaf karne k alawa kya kiya he soch zara??ha ragini k juthe rape charge se save kiya but saskar ne swara k liye bahot kuch kiya hai..chahe wo spport karna ho usko samjhana ho..he done everything..but usko kya mila...laksh se fight ki to swara ne sunaya than ragini ne swara ko nazaayaz bola to sanskar ko dhakka pada swara se😆than i love u kaha to tumne mujhe dokha diya..😲than laksh ko kidnaped kiya to sunaya..shadi pe khud roka sanskar ko and end main boli tum to yahi chahte the..laksh ne line maari to sanskar se dosti finish kar lee😭KC varat rakha to sunaya...diwali pe factory pe aane ko kaha to bahna pyaar jayada imp laga...so koi kitna sahega...fat gaya aaj bechara
and u watch again epi..jab sanskar kahta hai k tum jaa rahi ho bina puche so swara kahti hai k sanskar agar tum kaho to main...and than sanskar start gussa
so swara ka baadi jana to pakka tha na😡wo gussa hua b/c AP bimar hai ragini ka drama on so as a friend swara sanskar k saath khadi rahegi ye socha sanskar ne but MU hua use..jo hua accha hua..atlist swara ko reality check to mila...swara madam dhakka start hai 🤣usko ye dhakka lagna tha tabhi wo samjhegi😆😆
now i want and know k phir MU hogi humRe mango man ko jab swara MM aayegi and i love u kaha to he must laugh on her and said k maine jo kaha tha wapas aao to mere ya humRe rishtey k liye aana so tum juth bol rahi ho u dont love me..🤢i hope aisa ho so swara baar baar sanskar ko belive karwayegi...i wish sanskar bole accha u love me so come on kiss me...bed share kRo mere saath tum is rishtey ko chance dena chaHti ho na☺️kiss jayada ho gYa but bed wala bolna chahiye😆😆😆
now ye dekhna hai k swasan ka love track kaisa hota hai..i know helly and VK superbbb hi rahege they both are so gud👏i want intense love scenes
so kavya thx for KDR love u😳
i hope u like my comment
😊
sana😊