Hi friends, Thankyou so much for all your likes and replies..I am really overwhelmed.. Sorry for not thanking each and every one replied..once again a very long update, if i havent ellaborated or explained any scene properly plz excuse me, sorry for describing in mix and match english and hindi language..plz let me know abt the update..will be waiting for your feedback
Part 2:Kyu itna dardh horahe muje
Lakshman: swayamwar ke baath maharaj janak ne ram baiyya aur sita bhabhi ki shaadi ki sweekrithi lene ki pithashree ko pathr likha aur maa aur pithashree sweekrithi diya, shaadi mei samelith hone ke liye pithashree mithila aaya.. jab aap hamare liye bojan lekar ayye, hum ashram mei nahi mile , Uss din shayad aapko nahi malum hoga ki pithashree, bharath baiyya aur shatrughan mithila padhar chuke, aur raja janak ko milne ke liye raj bhavan chalagaya..
Urmila:Interrupting lakshman, asked swami, aap uss saamay kaha the..uss din mai aapki bahut pratiksha ki thi, mai ashram mei rahne vaali har ek ko apke baare pooch raha tha aur koi bhi muje teekh se sahi utthar nahi diye ..aur anth mei koi rishi ne bola shayaadh aap maharaj dhasharath ke saath pithasree ko milne gaye honge, aur rajbhavan mei bhi nahi the said with a sad face..
Lakshman: Ha Tumhaari uss din ki pratiksha hi meri jeevan ki disha puri taraha palat hua..(kept face expression as if he is recalling of past incident
Urmila: uss din meri pratiksha aapko koi samasya mein nahi daali na swami, apke baare mein rishi ghan se pooch kar mai koi bhool nahi kiya na swami, asked worriedly
Lakshman: mila tum kuch bhool nahi kiya bas aisa samjo ki uss pratiksha hi hum dhono ka milan ka kendhar bhana said by caressing her hair
* lakshman explaining the incident occured in ashramam*( Flashback)
Ram, bharath, shatrughan and lakshman were returning to ashram after spending sometime in enjoying the beauty of nature
..ram, bharath and shathrughan are walking a head and lakshman a few steps behind
Rishi: Rajkumar lakshman
Lakshman: pranam rishiwar,
Rishi: ayushmaan bhaw, subha aapse milne ke liye rajkumari urmila aii thi (left giving that inf to lakshman, urmila ka naam sunthe hi lakshman face was glowing more brighter and smile on his face as if he was imagining the incident)
After taking a few steps heard kids were calling him
Kids: pranam rajkumar, subha aap kaha gaye the
Lakshman: kyu bachoo,
Kids: urmila didi, ne aap ko bhojan dhe ne ke liye, bahut pratikisha kiya,
Lakshman:(smile) dhanyawad bachoo, ab tum jaakar kelo
* All these conversations of lakshman with kids, rishi ghan were heard by maharaj dhasharath ( neither lakshman, nor ram B, S didnt see nor felt that maharaj dhasharath is watching them)*
Bharath: baiyya, kya hua aaj poora ashrama lakshman ka intezzar kar raha
Shatrughan: shayad lakshman baiyya ka khrodh kisine jaladiya hoga said in teasing way...
Lakshman: placing his hand on shatrughan shoulder said, tu ne sahi jawab diya
Ram: lakshman par maine suna kisine aapki pratiksha ki, (teasing smile )
Lakshman:(inner voice baiyya se kuch bhi nahi chupa sakthi) woh baiyya mai chhatron(students)ko vadha kiya, unko ashram ka nirman shiksha dhene ki isliye woh hamare pratikisha karaha tha..
Ram: accha..(smrik)
Shathrughan: baiyya mai kuch poochu,
Ram: poocho..
Shatrughan: mai ne suna sita bhabhi ko 3 bhehen he, kya unni ki kanisht tha hum 4 bayiyo(brothers) ki tarah he ya phir
lakshman: Interrupted shatrughan and said hum se adhik he unnki kanisht tha..
Bharath: lakshman tum ko kaise malum
Ram : mai bolungi, jab rajashri janak ke chote bhai Khushadwaj apne rajy jaa raha tha unki putriya mandavi aur shruthkireeti unki iss nirnay se virudh the, par usski maa apni putri(M & SK) ko unke saath leja ne ka nirnay liye..ek din jab samay aaya mithli se prasthan karne ki tab SK&M ne bina kisi ko bataye woh mithili ke van me chup ne ke liye gaye, phir, yeh baath maharaj janak ko patha chala, aur poora rajy unn dhoono ko doond raha tha..sita aur urmila ne mandavi aur shrutkeerthi ko koj kar rajybhavan me lekar aye the..tab se maharaj janak ke paas hi 4 behen rahe the.
Shatrughan: iska matlab, dhonno rajkumari apni maatha pitha se adhik apne behen se pyaar karthe he na baiyya
Bharath: yeh sab kab ghativ hua baiyya
Lakshman: balya kaal me ...balya kaal se abhi thak 4 bhene ek pal ke bhi dhoor naa raha ..yeh ghatana inka kanishtha ka praman he said smilingly
Bharath: ayodha aur mithila kitna bin he na baiyya said in sad tone( thinking abt how he and shathrughan left ayodha and spent childhood in kaikeya leaving his family behind)
Ram: understood wat bharath meant to say, placing his hand on bharath shoulder as if giving assurance to leave the past changed the topic by saying pithashree might be waiting for them
Ram and bharath are on the way to meet their father while shathrughan stopped lakshman
Shatrughan: lakshman baiyya, muje aise kyu laga ki sita bhabhi ki 3 behen ki kanisht tha aapko bahut prasan kiya, kya aap koi yojana tho nahi banarahi ki 3 rajkumari mei ek rajkumari ko ayodha lekar jaane ki
Lakshman: shatrughannn...agar kisine sunliya tho kya soche ghi, aapki subhan ko sambhal kar rakho..
Shatrughan: maaf karo baiyya, baiyya mai kuch poochu in low tone
Lakshman: poocho
Shatrughan: he said these words in lakshman ear( so that no one can hear their conversation) baiyya aapko in 3 rajkumari mei kaun aacha laga
Lakshman: shatrughann.tumhari ghalat fami ko mai abhi dhur karungi suno..mai kabhi shaadi nahi karungi
Shatrughan: kyu baiyya(astonished)
Lakshman: mera jeevan poorntharha se ram baiyya ko samarpith karna chathi hu.. agar mai shaadi karungi tho mai apna dhayithv poori tarah aur nishta se nahi kar sakthi... aur meri wajase uski jeevan kasht dayi hogi ..jo bachpan se sab ka prem pa kar santhosh se jeerahi, uski jeevan meri wajase kyu kasht se jeene ki shiksha du, ..
Shathrughan: mai dhany hu, aap jaise baiyya pakar, mai bhi shaadi nahi karungi , mai bhi bharath baiyya se poori nishtha se seva ..
Maharaj dhasharath was shocked after hearing to his sumitra sons conversation, was really impressed by his sons love towards their elders brothers but was not satisfied by their decision, he knew his mother sumitra will feel happy that her sons are ready to sacrifice their life
To do *seva* for elder brothers but internally she will feel sad and he knew sumitra will not share her sorrow with anyone...made his mind to change his sons thinking, he knew if lakshman changes his decision shatrughan will also change ...dhasharath was trying to find a solution for the problem that is present infront of him, he cannot share this problem neither to ram nor to sumanth..he thought he need to find the solution for this problem on his own...
*evening in ashramam*
Sumanth:pranam rajkumari aap yaha iss samay
Urmila: pranam, maharaj dhasharath aur Rajkumaroo ke liye hum bojan layathe said with smiling face par uss ki aankhe lakshman ki ek jalak dhek ne ke liye taraz raha tha, par lakshman ne tho ussko kahi bhi nazar nahi aii.. got dissapointed and returning with a sad pout face
While returning urmila heard ashram ke chaatron (students) were humming a mantr wrongly, so she went near the students & corrected their mistake by explaining the meaining of mantr and how to spell the words properly aswellas how the meaning gets changed when wrongly spelt through examples..
This incident was observed by rishi yalkawar, maharaj dhasharath , ram bharath shatrughan in a grp and when lakshman helping a rishi
(They r not a same place but each and every one has seen the incident)
Maharaj dhasharath was walking two and fro in the respective tent alloted trting to find solution for the decision taken by his sons, he got distracted by a melodious voice humming the mantr and came outside..
Rishi yalkawar: putri urmila he called,
Urmila: pranam guruji,
Rishi yalkawar: mai atyanth prasan hu putri, kitni saral tha se tu ne mantr ka aardh bata diya..
Maharaj dhasharath joins the conversation
Dhasharath: putri mai bahut prasan hu, aapki gyan dekh kar, muje laga sakshath maa saraswathi hi bhol rahi, kitni madhurtha se tum ne mantr padha..mere liye tum ek bhar phir woh mantr gaa sakogi putri
Urmila: smiling, once again sang the mantr
maharaj dhasharth observed lakshman was gazing at urmila while she was humming steadily with a smile.. for the first time he saw that his son is starring at a girl
Maharaj dhashrath: may god bless u and wish all your dreams come true putri..
Urmila: smiling dhanyawadh Maharaj dhasharadh, muje anumathi dijiye pranam
Dhasharadh:mai kisi aur ke ke liye maharaj hu par apnoo ke liye nahi putri..tum muje pithashree khe khar pukar sakthi..
Urmila: pithashree muje anumathi dijiye with a smile(she was really overwhelmed by his words ..
Maharaj dhasharath recalled lakshman conversation with kids and rishi ghan .. after analyzing present and past situation got to a conclusion that lakshman got attracted to urmila..he want his son to listen to his heart.. Ab Yojana ka samay aagaya ab mai bhi dhekhungi kaise mera puthr apni dil ki baath nahi sunthi ho ...sumitra its my promise to U i will not let ourr sons sacrifice their lifes for their brothers..
*She bid gud bye to maharaj dhasrath and while heading towards the exit of ashram she saw ram heading towards her..*
urmila: jijashree pranam
Ram: pranam, yeh dhonno mera anuj he, yeh bharath aur yeh shathrughan
Urmila: pranam rajkumar, mithila mei aap dhonno ka swagath
Ram: kise doondh rahi ho urmila, agar uska naam hume baatha dhi tho shayad mai batha sakthi hu woh kaha par he said in a teasing way
Urmila: astonished for a min, (inner voice) jijashree ko kaise patha chala mai uska anuj ko doond rahi hoo recovered from her trance and said, hum tho sirf maharaj dhasharath aur aap sab ke liye bojan layathe..muje jane ki aanumathi dijiye jijashree pranam
Ram, bharath, shathrughan: pranam
*On her way to rajbhavan*
*Urmila murmurming to herself* subha se mai aapki pratiksha kar raha hu, kya aap apni baiyya aur pithashree ke aane ke kushi me muje bhool tho nahi gayi, aapko humse milne ki iccha bhi nahi he kya, twisting odhini to her fingers..
*Conversation of dhasharath with his sons while they are having dinner*
Dhasharath: aaj mai bahut prasan hu
Shatrughan: Hum bhi bahut prasan hai, muje iss samay gurukul ki yaadh aagai..
Bharath: ha..it has been a long time that we all r having dinner together and that to in an ashramam same like the day when pithashree has come to meet us
Ram: pithashree, aapki mukh ki prasantha dekhakar muje laga raha ki aap kis aur se prasan he..
Dhasharath: Ram..Sach kaha puthr
Ram: kya baath he pithashree
Dhasharath: jo kaary apki maa kaikeyi ne muje diya ...mai ne kabhi nahi soch ki itni sheegratha se poorn karungi..
Lakshman: Kaisa kaary pithashree
Dhasharath: Rajkumar Maheshwar ki vivaah ke liye rajkumari doond ne ki kaary
Lakshman:Rajkumar Maheshwar
said with question mark expression
Shatrughan: Baiyya Maheshwar kaikeyi maa ki behen ki beta he
Bharath : lakshman woh hamari nanashree ki bhai ki potha he
Ram and Lakshman: seeing Dhasharath expression felt like they understood that pithashree gng to ask raja janak for urmila hand to Maheshwar
Sharatughan: pithashree matlab aap baiyya ke liye rajkumari ko doond liya..
Dhasharath: Ha puthr (always trying to figure out lakshman face expressions)
Bharath: Kaun he pithashree..
Dhasharath: Rajkumari Urmila
Ram & lakshman: Shocked
Lakshman: felt as if someone is piercing needles in his heart, earthquake were he is sitting, the pain which he never faced just starring at his father..he doesnt knew that his other two brothers are happy and enjoying listening to the news, He cant understand yy he is not happy when his father said abt urmila..
Dhasharath: puthr ab tum sab jo bhi urmila ke baare me bolungi mai kaikeyi ko woh sari baath pathr mei likhungi..
Shathrughan: rajkumari urmila bilkul maa sumitra jaise aawas kitni madhuratha he uske swar mei..
Bharath : Teekh kaha shathrughan, muje bhi aisa laga
Dhasharath: Ram tum bolo
Ram:urmila bilkul sita ki pratibimb he pithashree
Dhasharath:kaikeyi toh ee baath padkar hi bahut prasan hongi...
Bharath: Maa ram baiyya ke nikli har sabdh ko maanthi he..woh bahut prem karthi he aapse baiyya
Ram: smiling
Dhasharath: lakshman tum bolo
Lakshman: was totally in trance, he was totally blocked
Dhasharath: Lakshman
Ram placed his hand on lakshman shoulder, brought him back from his trance
Lakshman: ji pithashree
Dhasharath:( inner voice maaf karo puthr muje ee sab karna padeja jab thak tum apni dil ki baath naa maan lethi )Tum kya bolegi lakshman
Lakshman: didnt knew abt wat his father is asking,..gave random answer..jo ram baiyya ne kaha wahi mei kehena chathi hu...pithashree
Dhasharath: mai aaj hee kaikeyi ko pathr likhungi, jab sweekrthi Urmila ke baare mei milegi, mai maharaj janak se iss baath karungi
Ram& lakshamn:gave a fake smile while ram observing lakshman
Shatrughan: muje malum he maa kaikeyi ram baiyya ka baath nai talegi woh avashy iss vivah ka prasthav ko sweekrthi degi
Each word is hurting lakshman alot but he is dilemma yy he is not happy and feeling hurt listening abt urmila marriage
Subh ratri pithashree
At Raj bhavan
Sita: Itna samay kaha thi urmila
Mandavi: didi woh kaha hogi jise uska dil churaya usko milne gayi hogi
Urmila: Didi mai pithashree, jijashree aur unke anuj ko bhojan lekar gayi
Mandavi: pithashree ..didi sunliya aap
Shruthkeerthi: pithashree asharam mein Kyu bhojan kiya
Mandavi: ohoo...pithashree matlab maharaj dhasharth
Urmila: swayam maharaj dhasharath ne hi kaha pithashree kehe kar bulaneki, sita didi jo hum bachpan mei suna he ragukul ke baare mei woh bahut kam tha didi, pithashree bahut ache he,
Shruthkeerthi:didi, kyu maharaj dhasharath aapko pithashree keh kar bula ne ki bola..
Mandavi: ohoo shruthkeerthi, tum abhi bahut choti he isliye tum samji nahi
Shruthkeerthi: sita didi, samjaa(explain) muje
Sita: smile
Mandavi: sita didi muskan ka aardh, he ki, maharaj dasharadh ne urmila ko raghukul ki rajkumar lakshman ka vivaah ke liye sweekhrithi diya
Urmila: jijashree ka anuj, woh muje baath thak nahi, mujse milne ki iccha bhi nahi he..woh mujse shaadi kyu karegi..
Sita: Naraz math ho urmila...shayadh lakshman darr gaya hoga tum se mil ne ki...
Mandavi: sahi kaha didi, kaun iss rakshasi se baath karegi..jo har baath mei jijashree ki anuj ko tana maar gi..kyu lakshman shaadi karegi
Urmila:( inner voicekya woh mujse rusht hua..)
Tum sab abhi takh soyi nahi heard their mother chandrabhaga voice
Immediately all the girls rushed to their respective beds and slept
2 logh jisko ratri mei bhi neendh nah aarahi ek rajbhavan mei aur ek ashram mei
Urmila got up from her bed and stood at balcony thinking abt mandavi words..kya woh baath sathy he jijashree ka anuj mujse rusth hua..agar hua tho mai kaise mana lungi..
Ashramam
Lakshman was also unable to sleep thinking abt yy is he hurt when he heard of urmila marriage, yy is he unable to sleep, kya urmila sweekhrithi degi rajkumar maheshwar se shaadi karneki, will she be happy marrying him, cmng out of his trance, yy im thinking abt her safety, happiness...yeh sab baath soch kar woh rajbhavan ke whor dekha..he saw someone standing outside the balcony...seeing her even miles apart he felt she is urmila, its his heart saying that she is his urmila waiting for him,
Urmila: miles apart she felt lakshman looking at her, yy is he unable to sleep, kya baath thi jo usse parishaan kar raha..
Even though they are miles apart, they sense each other presence .. Neither the distance nor the darkness in the sky didnt effect them..theydid not knew how long they stood seeing each other with their heart filled peace, joy, happiness...
*Morning*
All the sisters are planning to visit gauri maa temple*
Suniana: itni subha tum sab kaha jaa rahe ho
Urmila: maa hum gauri mandir jaa rahe
Suniana: sita naya odhini phen kar jaa,
Mandavi: kya hua urmila, tera aankhe itni choti kyu hogayi (teasing)
Urmila: Rakshasi
Sunaina: cupped urmila face with her hands and asked kya hua putri, neendh kyu nahi aai
Urmila: kuch nahi hua maa said with smiling..
*Ashramam*
Bharath: Ram baiyya, humara parichay sita bhabhi se kab karenge
Ram: abhi, issi wakqth..
Shatrughan: sita bhabhi idhar arahi ..
Ram: nahi, hum gauri mandir me aap dhonno ka parichay karungi, lakshman kaha he
Shatrughan: pata nai baiyya, kal raath se ajeeb tarah se barthav kar raha
Ram called lakshman
Lakshman: ji baiyya,
Ram: chalo humare saath gauri mandir
Lakshman: smile arised on his face, heart filled with joy,going to meet his near and dear urmila
Ram: (noticed that spark in lakshman eyes)
Hum pithashree ko baatha kar aathi
Dhasharath: ram, bharath, shathrughan you three go and visit ...lakshman need to fullfill some responsibilities, he will join you later
Lakshman: kya karna he pithashree, without letting anyone knew that he is sad ( innervoice, mere baagy mein urmila ko nahi mil sakthi , kya mere liye intezaar karehgi)
Dhasharath gave some duties which he need to look after his brother marriage
All the girls and boys reached gauri mandir
Urmila waiting to see her lakshman, she was searching,later got to know lakshman did not come.. Felt he is avoiding her, trying to control her tears,Hiding her tears,Didi aap ne kalash mei pani nahi lekar aai, mai lekar aathi hu didi, she grap kalash and went
Ram: Sita, yeh mera dho anuj he
Bharath, shatrughan: pranam bhabhi
Sita: pranam, aur yeh mete dho bhehen mandavi, shruthkeerthi, kalash lekar jaa rahi woh urmila
Mandavi, shruthkeerthi: smiled pranam
Bharath: humara bhent kal ashramam mei rajkumari urmila se hua
Shatrughan: rajkumari urmila kaha jaa rahi
Shrurhkeerthi: woh Nadi thak jaarahi
Shatrughan: yaha paas mei nadi bhi he
Sita: ha
Shatrughan: ram baiyya, mai nadi dekhna chathi hu,
Ram: shararath math kar na, pani se math khel
Mandavi,shruthkeerthi, sita: was controlling their laugh
Ram : observing the girls said, lakshman and shatrughan like swimming alot..
Ram: jaldi aa, Will be waiting for you
Shatrughan : ji baiyya
Shathrughan was away behind urmila
Urmila: Tears were rolling frim her eyes to cheeks, murming to herself, aap jabhi jijashree ke saath rah the aaj kyu nahi aai, kal se kyu ajeeb tareekha se bharthav kar rahe ho, aap ko malum hi nahi mai kitni pratiksha kar rahe, mere dil par kya beeth rahi aapko malum hi nahi he swami..swami ee mai kya bol rahi hu
She heard a voice some one calling her Rajkumai urmila...Rajkumari Urmila, she wiped her tears...
Urmila: app yaha rajkumar
Shatrughan: ha.. Mai nadi dekhna chathi hu...
Urmila: Nadi..iss me kya vishesh he dekh ne ki..
Shathrughan: nadi me vishesh nahi he, par uss sthan par he, yeh wohi sthaan he na rajkumari meri lakshman baiyya apki praan ki raksha kiya said with a pride
Urmila: ha yeh wohi sthaan he ..she remembered when he brought neel kamal and gave it her, she saw in his eyes,the pain of loosing her, he was totally worried..
Shatrughan: mai ek baath poochu rajkumari..
Urmila: poocho..
Shatrughan: jab sita bhabhi humare saath ayodha ka prasthan karegi aap 3 behen kaise rahenge..
Urmila: Hum tho bahut kush he sita didi ke liye jijashree ke roop mei var prapth hua, aur hamari dooriya aaj nahi tho kal hum sab behen ek doosre se dhoor rahna hi padega, shayad hamare bhaagy mein yehi kuch aakri dhin he jo ham 4 behen saath mein rahene ki..said in low tone with tears in her eyes...
Shatrughan: jab se hum aap 4 behen ki kanistha ko suni thab se hum chinth the..jab hum baiyya ko chod kar kaikey raaj chalagaya tab hum me bahuth peeda hui..
Urmila: aap chintha math karo rajkumar, hum yeh sab sahena padega..jaise aapki kanistha dooriya ko prabhavith nahi kiya ..ussi tarah humari dooriya bhi 4 behen ki kaanistha ko prabhavith nahi kare ki..sita didi hamesha har pal hamare saat rahegi hamare maan mei..unki yaade humare saath he, har pal har jaga he ...iss jaga mei bhi sita didi ke saath yaade he..
Sharathughan : aapki baatho se muje laga aap sita babhi se bahut pyaar karthi na..
Urmila: Ha ..hamari din ki shurivaath sita didi se hi hothi he..
Shatrughan: hum sab ke liye ram baiyya aadharsh he...bharath baiyya ne tho hamesha ram baiyya jaise bhan ne ki kosish karthe he..lakshman baiyya
Urmila : interrupting shatrughan...sumitra nandha tho jijashree ka aadesh ka palan karthe he, woh tho jijashree ki chaya ..hamesha apne bhai ke saath rahena chathi he..
Shatrughan: aap bikul sathy kaha, isliye woh shaadi bhi nahi karna chathi he..
Urmila: gave a shocking expression ...
Kya
Shatrughan: Ha rajkumari, lakshman baiyya apna jeevan poorn tarah ram baiyya ko samarpith karna chathi he..iss baath mei mera adarsh lakshman baiyya he, mai bhi apna jeevan bharath baiyya ki seva mei samarpith karna chathi hu..
Urmila: aap kya bol rahe ho Rajkumar..apko malum he iss nirnay se aapki maa, pithashree, ko kitna peeda hogi..kya aapka baiyya kush rahe ga iss nirnay se..jijashree kabhi kushi ne zindagi nahi jiyegi..jab bhi woh aapko dekh the hei woh sawayam apne aapko aparadhi maanthe he..kya aap apne baiyya, maa, pithashree ko peedha dhene chathi he...
Shathrughan: baiyya ka kathan he ki, agar hum shaadi karengi tho hum poorn tarah humara dhayith nahi karegi..aur jo bhi hamare zindagi mei aayegi uske jeevan mei sirf peedha hogi..
Urmila:( innervoice , Tho yeh baath he, iski waja se sumitra nandan chinth thi kal raath), rajkumar mai ek baath poochu..kya aap apni baiyya ko seva kar ne ke liye kya aap apni maatha pitha ki seva, unki tarah appka dhayith chod diya..nahi na..toh phir aap kyu aise soch rahi jo aapke zindagi mei aane wali ladki aapko apna dhayith nahi karne doongi..shaadi bhi ek tarah ki pariksha hi he, kya hum sansaarik jeevan me safal hogi ya nahi,
Marriage is like 2 lives but one soul who leads the life with commitment, fulfilling their responsibilites with dedication...
Shatrughan: aap sathy kaha, dhanyawadh rajkumari, muje ek badi bhool karne se bacha liya, hamara nirnay se koi bhi kush nahi honge...
Dhanyawadh..
Urmila:(fake smile ) internally she is worried whether lakshman is loving her or not will he marry her or not..
Urmila and shatrughan reached temple..
Urmila: Didi ee lo kalash mei paani lekar ayi..
Sita: mai ne kabh kaha urmila
Mandavi: Didi aap bhi na, pani lekar aana yeh toh sirf ek bahana he uski gum ko dhoor hum se chupane ki aur akele mei kisiko yaadh karne ki..
Urmila: Raksha si...
Ram was controlling his laugh when he heard girls conversation..
Urmila:(pout face) didi aap bhi haas rahe he .. pranam jijashree
Ram: pranam, (kis baath se naaraz be urmila acting as if he didnt hear their conversation)
Mandavi : jijashree, hum dho
prem pakshi yo ke baare mei baath kar raha
Bharath: Prem pakshi, hum mei bhi dekhna he..
Mandavi: woh sirf raath mei, dikayi dhethe hei na sita didi..kal mai aur sita didi ne dekha..
Shruthkeerthi: mai bhi nahi dekhi, sita didi muje kyu nahi bulayi jab aap dekh rahi thi..mai bhi uss dhrushy ko dekh jathi said with a sad pout face..
Ram: kaha sita..(smile) ( understood they r talking abt urmila and lakshman)
Sita: ek rajbhavan ke phed par aur ek ashramam ke phed par..he na urmila
Urmila: gave a confuse look dont know wat to answer..muje kya patha didi..
Ram: maine bhi dekha..abhi bhi ashramam ke pedh par hi he, shayad woh pakshi aaj kisi ki aadesh ka pal kar raha hoga..said seeing urmila...
urmila: didi maa hamari pratiksha kar rahi hogi..hume chal na,chahiye..
Mandavi: jiashree , aap humare ek kaam kare gi..
Ram: bholo Rajkumari Mandavi
Mandavi: aap uss prem pakshi ke paas jakar unke samjayii ..uske liye uski premika rajbhavan ke phed(tree) par tadap rahi he unse milne ki..
Urmila pinched her making madavi shout at her..
Mandavi tried to hit urmila saying aaj tu mere haath me maar jayegi urmila, they r running all around and some times urmila hiding around sita and shruth keerthi..
Sita: Tum dhonno bachoo ki ladai math kar.. Tum dhonno ladthe vakth apne aas pass ko bhi dyaan rakh ..
After a while
Ram: teekh he..
Bharath, shatrughan, shruthkeerthi are unable to understand wat others are speaking abt..they r just listening and trying hard to understand the code language..
Pranam hume aagnya dijiye..
Girls and boys bid gid bye ...
Edited by mantuamu - 9 years ago