har naam yun kaagaz pe utara nahin jata...
hoti hain mohobbat main kuch raaz ki baatein
aise toh iss khel mein haara nahin jata...
chaahat hain hamari ki, hum paas se kabhie dekhe unhein,
agar woh paas aaye toh palkon ko uthaya nahin jata...
ishq par zor chalta nahin aae dost,
lag jata hai yeh rog lagaya nahin jaata...