I hate you too jii 🤣 😭 bas ab koi mujhse pyaar he nai karta 🤣🤣🤣 tum bhi nai karti mujhse pyaar mona 😭🤣
Tusi great ho jii kanha sa laate ho ya idea jis par post banana sab bhool gaya aap na unpar post bana dia and yasha title dia ki koi vi read karega ki ishu ko kya hua ki esha bola😳 Haina 😆😆😆 dekha main kitni kamaal ki bandi hoon 🤣🤣🤣
Sach kaha RS na snake ka saath bahut bura kia hai toh snake jii aap rs par case karlo hum aap ka saath denga🤣 haan hum sab snake ka dukh samajh sakte hai 🤣

