Next Morning...
Preeto had had enough with the headaches, she decided that she was going to Yasmin. She quickly made breakfast and left for the hospital.
Hospital...
At the reception, Preeto to the Receptionist- excuse me mujhe Dr. Yasmin se milna hai.
Receptionist- go ahead
Preeto entered Yasmin's office. Yasmin looked up and smiled- hello Preeto
Preeto- hello,
Yasmin- come sit
Preeto sat down in the chair. Yasmin- so ab kya hua
Preeto- woh sir dard fir se agaya
Yasmin- woh medications tumne li thi.
Preeto- ha li thi.
Yasmin- o toh kuch tests karwane padengay.
Preeto- kyunse tests.
Yasmin- blood test, x-ray, gamma test.
Preeto- blood test.
Yasmin- ya i know key tumhe injections se dar lajta hai lekin yeh zaroori hai.
Preeto- thik hai.
Before taking the tests Yasmin notices something sticking out in her neck. Yasmin- yeh kya hai
Preeto- kya
Yasmin- yeh
She moves Preeto's hair to the side and sees a vein sticking out. Yasmin gets a little panic inside her.
Yasmin takes her blood sample and gives it to the blood bank to be defined. Preeto had a x-ray done and a gamma test done. Yasmin- aaj sham tak tumhe reports mil jaengay.
Preeto- okay bye.
Yasmin- bye
Preeto went to work, and Yasmin continued her work.
1 pm, Rajbeer called Preeto. Preeto- kya hai Rajbeer
Rajbeer- mein tumhe miss kar raha hon.
Preeto- kyun,
Rajbeer- aaj subha bhi tum breakfast pe nahi mili.
Preeto- o toh yeh baat hai.
Rajbeer- mein abhi a raha hon aur tum mere saath lunch karongi..
Preeto- Rajbeer nahi yeh Simran ka boutique nahi hai jo ap khabhi bhi a sakte ho.
Rajbeer- toh meine kaha na mein tumhe miss kar raha hon.
Preeto- thik toh aaj mein apki pasand ka khana bananongi sham ko.
Rajbeer- promise
Preeto- promise lekin kya kahaogay.
Rajbeer-... mujhe aaj dal makhini, tandori roti, bindi ki sabzi aur tum he kaha na hai.
Preeto- ha ha woh last wala order available nahi hai.
Rajbeer- really ek bar shaadi kar ke ao, haar ek chise ka hisab longa.
Preeto- bye
Rajbeer- bye
4 pm...
Yasmin's cabin...
She was working on a file while the nurse came in. Nurse- doctor yeh Preeto Dhillon ka blood test, x-ray aur gamma test agaya.
Yasmin stopped working and got up- kya mujhe do
Nurse gives the report to Yasmin and leaves. Yasmin checks the reports for a while and then gets tears in her eyes, she dropps the report and soon she herself drops to the ground. Yasmin- issa keyse ho sakta hai. Preeto jise ladki ko yeh...
Yasmin is crying, she manages herself on her feet. Yasmin- hume yeh humare senior doctor se consult karna chahiye. Ha
She goes to her senior doctor Joshi. She knocks. Dr. Joshi -come in
Yasmin goes in- sir hume apse ek case key baarey mein discuss karna hai.
Dr. Joshi gets up from his desk- kunse case
Yasmin- yeh humare dost ka case hai and its serious.
Yasmin gives Dr. Joshi the file, Dr. Joshi studies it- hmmm, mein dekh rahi hon ke yeh iss bemari ka last stage hai. Hum ziyada se ziyada tumhari dost ko do maheno tak bacha sakte hai.
Yasmin- doctor iss ki koi toh treatment hogi. Ek operation ha hum woh karengay.
Dr. Joshi- sirf Preeto hi apni health ko samhal sakti hai warna humare ghar ek treatment falto hai. Usse jab behoshi ho tab hum ziyada se ziyada usse kuch ganto tak IV dey sakte hai.
Yasmin- nahi doctor woh heart wala operation, woh bhi toh kar sakte hai aur Preeto ne kaha tha key woh 1 2 symptoms bhol rahi hai.
Doctor Joshi- i know Yasmin tumhari dost hai issi liye tum usse bachane ki har ek koshish karogi. Tumhe time lagayga iss rog ko accept karne mein lekin hume yeh yaad rakhna padega ki jise operation ki tum baat kar rahi ho woh operation iss stage pe last stage pe successful hone key sirf 10% changes hai.
Yasmin- keyse mein lo keyse usse yeh baataon.
Dr. Joshi- i understand tum pe kya bit rahi hai lekin Preeto tumhari patient hai usse uske rog ke baare mein baatana tumhara fers hai.
Yasmin- ap abhi tak usse mili nahi hai woh kitni acchi hai, acchi pyaari hai yeh ap nahi jaanti. Iss rog key baare mein toh usne apne boore se boore sapne mein bhhi nahi socha hoga.
Dr. Joshi- baat rahi woh heart operation ki toh woh mere kheyal se tab karna pade jab woh kud ko samhal na pae.
Yasmin sobs and then goes back to her cabin. Her eyes fall on a picture of her and Preeto from college thats makes her cry more. Yasmin takes her phone and calls Preeto. Preeto- hello Yasmin
Yasmin- hi Preeto listen woh tumhari test reports agae hai. Hum aaj raat ko tumhare ghar akay tumhe baataengay.
Preeto- nahi nahi Bj Papaji key samhey nahi, waise aaj ghar pe kam bhaut pada hai toh mein ek kam karti hon key mein humare office kal subha atti hon. Thik hai.
Yasmin chokes back a sob- thik hai.
Then they disconnect the phone.