Originally posted by: RagVir4eva
haan yaar, ni sa ni sa ga sa ga sa ringtone hai meri... aur yehi mandir mein baji thi... sab aunties ko pata chal gaya ke yeh meri ringtone hai... uske baad mere mein himmat hi nahin hui waapis mandir ke andar jaane ki... 😳 😳 😳 😆 😆 😆... it was so embarassing ke main kya bataaon... mera muh toh sharam ke maare, tamatar li tarha laal ho gaya thaa... 😆