Saat-Phere Mumbai ishtyle mein....😆
Hello friends, last month Brijesh, Nahar, Saloni etc all went to Mumbai to visit Reva and stayed few days there. Mumbai's hindi different from other parts of India. After watching those few episodes, an idea occur in my mind that what kind of impact Brijesh, Nahar and all family members will create among viewers when they talk typical mumbaiyya hindi , so here it is a small story, when they return from Mumbai, they are totally changed and are talking typical Mumbaiyya hindi. Imagine if the SP team will continue this then it will be more fun to watch the serial.
Brijesh's House:-
Telephone is ringing Brijesh is sitting on sofa and reading newspaper seeing no one coming, he gets up and answers the call, ''Hello, kaun bol rahela hai re? the caller is surprise to hear these words. He is actually Narpat, he says,''dekhiye main saloni ka pitajee Narpat hoon, zara saloni se baat karni thi, aap kaun bol rahe hain?''
Brijesh,''arre apun Brijesh bolta hai, kya haal hai baap? Kaise hai aap sab log?jhakaas hai naa? Apun sab bhi jhakaas hai.Ek minute rukne ka, apun Saloni ko bulaata hai.'' He calls Saloni, she comes and take the receiver from Brijesh.
Saloni,''Hello, kaun bol rahelaa hai baap?
Narpat,''Main tumhara baap hi bol raha hoon.''
Saloni,''arre apun ka baapu bol rahelaa hai, kya haal hai sab logon ka?''apun sab theek hai yahan, kal ko eech aaya hai Mumbai se.kya jabardast city hai baapu, ''aur sunaao bapu, kaveri kaisi hai?bolo toh uski waat lagaa doon?.
Narpat hearing this from Saloni faints.
Brijesh calls everyone for breakfast. Bhabho tells him,''arre munna kaay ku dimaag ka dahi karta hai subah subah, sabko chilla chilla kar bulaa rahelaa hai.''
Brijesh,''Bhabho, aaj naashtey mein kya banaayela hai?
Bhabho,''aaj apun ne wada paav banaayela hai, saath mein kaande(onion) ka bhajiyaa bhi hai aur cutting chaai bhi banayi hai.''
Nahar comes there and says.'' Kya bhai, aaj apun ka mood nahi hai office jaane ka, thakelaa hai apun aur ghar mein aaj aaram karne ka hai.'' Tum Dheer ko le jaao.''
Dheer is standing there and listening it, he says,''Nahar, tumne apun ko yedaa samjha hai kya?apun ko yedaa banaake pedhaa khaata hai kya.
Brijesh,'' ae shaane, jyaada chapar chapar nahi karne ka tum donoo, nahi toh ek kaan ke neeche kheench doonga rakhke, thakelaa toh apun bhi hai, lekin office jaarahelaa fir bhi. Abhi naashta karne ka aur patli gali se nikalne ka tum donoo.''
Tara is also present and she defends Nahar,''Brijesh, kisku shaana bolta hai re, yeh apun ka bachcha hai Nahar.''dimaag ka bheja fry nahi karne ka, abhi chalo naashta karne ka.''
All joins for breakfast. Aditi to Ishaan,''chal re chikoo, jaldi se naashta paani karle aur school ko jaane ka, naatak nahi karma mangta.''
Ishaan,''kya mummy tum bhi na, subah subah yeh sadelaa bhashan dena bandh kardo.tum bhi naa dimaag ka dahi kar deti ho.''
Dheer,''ishaan aaj ghar mein dahi nahi banaya hai, isliye tera dimaag ka dahi banaa raheli hai.''
Aditi,'' O, hatele thakele, kaayku subah subah sar khaa rahelaa hai, jaldi se do wada de idhar saath mein paav bhi de.''
Brijesh,''Bhabho, aaj chaai toh mast banaya hai malaai maarke, lekin yeh cutting kyun? Apun ko poora glass peene ka hai.''
Bhabho,''arre chirkut, tu bhi na ekdum thakelaa baingan hai.''
Nahar,''Saloni, apun ko peejja(pizza) khane ko dil kar rahelaa hai.''
Saloni,''Nahar kya bol rahelaa hai tu? Pijja abhi kaise khaayega? Abhi naashta mein jo banelaa hai wohi khaao, raat ko lunch mein teru ku banake dega apun.''
Tara,''haan Saloni, sahi bolti re tu, raat ko aaj lunch mein pijja khaane ka.nahi toh sabki waat lagaa dengi apun. Yeh kitchen mein jaane ke jhanjhat nahi mangta hai''
Dheer drinks the tea with making slurping sounds.
Nahar,''arre jeeje..yeh kya sadelaa awaaz nikaal kar chaai pee rahelaa hai tu.''
Dheer,''arre saale, Mumbai mein dekha tha logon ko aisa peeta hue, lekin boley toh majaa aa rahelaa hai apun ko.''
Nahar also tries. seeing them making funny slurping sounds, Brijesh also tries and says,'' sahi boley toh ekdum jhakaas majjaa aa rahela hai.'' then Saloni, Tara, Aditi and Bhabho follows them. Seeing this all their servants faints.
Next episode will follow soon.
Anyone wants to join and continue the story, in mumbai, gujarati, punjabi, marathi, bengali..etc. styles can msg me and we will give a fresh and new funny look to SP. Imagine the characters in different dialects.
Waiting for ur comments, suggestions and ur story.
Set_raj....