Nahar to Saloni(when he saw her the first time)
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Bina tere koyi dilkash nazara hum na dekheinge
Tumhe na ho pasand usko dobara hum na dekheinge
Teri soorat na ho jis mein
Teri soorat na ho jis mein
Woh sheesha tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere dil mein raheinge tujhko apna ghar bana lenge
Tere khwaabon ko beheno ki tarah khud par saja lenge
Kasam teri kasam
Kasam teri kasam
Taqdeer ka roog mod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Tumhe hum apne jism-o-jaan mein kuch aise basa lenge
Teri khushboo apne jism ki khushboo bana lenge
Khuda se bhi na jo toote
Khuda se bhi na jo toote
Woh rishta jod lenge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Tumhe paa kar zamane bhar se rishta tod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Agar tum mil jao
Zamana chod denge hum
Saloni to Nahar
chehra tera jab jab dekhu pyar aaye tujhpe
ghazab ki tujhmain kashish hain
bas teri hi khwahish hain
ise main kaise roku
chehra tera jab jab dekhu pyar aaye tujhpe
ghazab ki tujhmain kashish hain
bas teri hi khwahish hain
ise main kaise roku
chehra tera jab jab dekhu pyar aaye tujhpe
teri wafa pe, teri nazar pe
haq sirf mera ho
teri wafa pe, teri nazar pe
haq sirf mera ho
beqarari pe bas na chale, aa mita de sabhi faasle
kahi na ab rahat hain
sirf teri chahat hain
isse main kaise roku
chehra tera jab jab dekhu pyar aaye tujhpe
chain mujhe aata hain dilbar
teri panaho main
chain mujhe aata hain dilbar
teri panaho main
yaad aati hain jab bhi teri, tootti hain rage kyon meri
hosh main na dhadkan hain
ajab deewanapan hain
isse main kaise roku
chehra tera jab jab dekhu pyar aaye tujhpe
ghazab ki tujhmain kashish hain
bas teri hi khwahish hain
ise main kaise roku
chehra tera jab jab dekhu pyar aaye tujhpe
(I know im overreacting) 😛