Originally posted by: ritzbitz
kal se adde pe aa jana.. . namakeen aur mirchi ka bandobast mein kar doongi...😉😆😆
Ab ye bhi jara khullasa bata dijiye ki main namak aur mirchi kahan lagaunga......bole to item dance ke liye uska use kahin to karna hi padega.....warna latke jhatke kaise aayenge?....😆