jaani, aaj tak jo humsey uljha hai woh zinda nahin bacha. Terey abhi khaaney khelney key din hain, kyon maut ko bulawa de raha hai. 😈 Yaad rakho barkhurdaar, takkar hamesha baraabari walon mein hoti hai....batchon ko hum munh nahin lagaatey😃
Jo jaag kar sote hain..usse kya kehete hain.. khwab dekhna chhorke iss duniya mein vapis aah jayo..abhi bhi kuch nahi bigra hain..tum kaho toh hum tumhare hokar baat kar satke hain..sambhal jao..nahi toh bahut mehenga parega...