Originally posted by: charades
itna kya hai sochne kaa....apna nahin to kam se kam apne sir ka khayaal to rakhliya karo kabhi kabhi.....😆
arre vijay shady ek time pe ek hi kaam kar sakta hai... ya toh sir ka khayal kar sakta hai ya imagine kar sakta hai 😆