Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 2nd September 2025
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 2, 2025 Episode Discussion Thread
ABHEERA IN JAIL 2.9
UMAR KHAYID 1.9
What’s the upcoming track??
Bacha chor is such an incompetent lawyer🤦♀️
Mrunal Thakur Called Mean Girl
I wanted Abheera’s fate for Akshara
Janhvi Kapoor In Talks For Chaalbaaz Remake
In this gen Cliff wali legacy maut will not happen
Anupamaa 02 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Real Woman Power Farhana
Jee Le Zaraa Is Happening
Finally a beauty queen who is star material!!
He sings with lot of passion...makes you cry...I am sorry😭😭
I love this post....
I love the song from Movie Holiday....Khwaisho se, laag raha pyar hamko ho raha hai....
No story behind it, I just get lost when I hear this song.
Basically, most of Kunal Ganjawala's songs make me very emotional.
Wese, listening to Kajra Mohobat wala and other songs sung by SRGMP contestants 2005 make me emotional, takes me back to times of elimination of Nihira, Hema, Twinkle 😭
I checked this song is written by Kaifi Azami....what a song👏👏can make any body emotional..Meri Awwaz suno from the movie Naunihaal. Dunno why it moves me so much, but its a fantastic song.
Especially the words
"Kyun Sawari yeh chandan ke chitah mere liye...
Kyun sawari hai yeh chandan ki chitah mere liye
main koi jism nahi hoon ki jalaoge mujhe...
raat ke saath bikhar jaaonga main duniya mein..
tum jahan khaao ge thokar wahin paaoge mujhe
har kadam pe naye mod ka aagaaz suno..."
Love these stanzas too, but the one above is something else.
"Zindagi bhar mujhe nafrat se rahi ashkon
mere khwabon ko tum ashkon mein dubote kyun ho
yeh meri tarah jiya karthe hain, kab marthe hain
thak gaya hoon mujhe so le ne do, rote kyun ho
soke bhi jaag ke hi rehthe hai jaanbaaz suno"
" Meri duniya mein na purab hai na paschim koi
saare insaan simat aaye khuli bhahon main
kal bhataktha tha main jin raahon mein tanha tanha
kaafile kitne mile unhi raahon mein
aur sab nikle mere humdum mere raaz suno"
"Naunihaal aate hain arthi ko kinare kar lo
mein jahan thaa, inhe jaana hai wahan se aage
aasmaan inka, zameen inki, zamana inka,
hai kai inke jahan mere jahan se aage..
inhe kaliyaan na kaho, yeh chaman saaz suno"
hearing these three together....you definitely need a Kleenex...they are my favorites tooOriginally posted by: uknaik99
Chitti aayi hai from Film Naam, beautiful sang by Pankaj udas.. I cry whenever I hear that song.. Now even more since I live in USA and I remember India, Home n family...
I cried once during SRGMP C 05, when I heard Vinit singing Sandese Aate hai.. even Kapil Dev cried 😭 😭
Another song makes me cry is Aae mere watan ki logoo by Latha Didi.. 😭 😭 😭
Looks like all these songs related to motherland..and I am proud of My motherland - India, whatever related to it touches my heart and I get emotional😕😕
This song make me cry whenever I hear it. What our freedom fighter did for us to get freedom & what are we doing after having freedom. Itried to write lyrics myself, may be I made some mistake, so please forgive me for that, but I think its worth sharing the lyrics of the song:
Ae mere watan ke logon tum khoob laga lo naara
Yeh shubh din hai hum sabaka, lehra lo tiranga pyaron
Par Mat bhoolo seema par veeron ne hain praan gavayen
Kuch yaad unhe bhi kar lo kuch yaad unhe bhi kar lo
jo laut ke ghar na aaye
Jo laut ke ghar na aaye
Ae mere watan ke logon jara aankh mein bhar lo paani
Jo shaheed hue hain unki jara yaad karo kurbani
Tum bhool na jao unko isliye suno yeh kahanee
Jo shaheed hue hain unki jara yaad karo kurbani
Jab ghayal hua himalaya khatre mein padi azadi
Jab tak thee saans lade who, jab tak thee saans lade woh
phir apni laash bicha di
sangeen par dhar kar maatha so gaye amar balidani
Jab Desh Mein Thi Diwali, Voh Khel Rahe The Holi
Jab Hum Baite The Gharon Mein, jab hum baithe the gharon mein
Voh Jhel Rahe The Goli,
thee dhanya jawan who apne thee dhanya who unki jawani
Jo shaheed hue hain unki jara yaad karo kurbani
Koi sikh koi jaat maratha koi gurkha koi madrasi
sarhad par marne wala har veer tha bharatvasi
Jo khoon gira parvat par woh khoon tha hindustani
Jo shaheed hue hain unki jara yaad karo kurbaani
Thee khoon se lathpath kaaya, Phir bhi bandook uthakar
das das ne ek ko maara, phir gir gaye hoash gawan ke
Jab ant samay aaya to, jab ant samay aaya to
Keh gaye ki ab marte hain,
khush rehna desh ke pyaron kush rehna desh ke pyaron
Ab hum to safar karte hain, ab hum to safar karte hain
Kya log the who deewane, kya log the who abhimaani
Jo Shaheed hue hain unki jara yaad karo kurbani
Tum bhool na jao unko isliye suno yeh kahanee
Jo shaheed hue hain unki jara yaad karo kurbani
JAI HIND JAI HIND JAI HIND!!!