Originally posted by: manjujain
Bilkul sahi anu, par jawab dene wale ki pareshani bhi to socho.
Ab agli MOW ka vote meri taraf se Anu ke liye (Adi to mana kar raha hai isliye uska naam nahin le rahi)
Manju'di - I tell you, gussa to aata hai aise qustions face karke, lekin mazaa bhi aata hai... kuchh to grey matter use hota hai, warna ajkal uska scope hi nahi milta😕