ranveer:uhmmm...chachi...kaise hai aap?aate hi yaha beach pe aa gayi .humse bat nahi karni kya?
chachi:are nahi beta.tu toh mera lal hai.par kya kare...tere biwi to mujhe na tumhare saath ehne dete hai...nahi apne pothe ke saath.kya kare...yahi toh zamana hai aajkal.pyar se bate karna...izzat dena...yeh sab kaha hai aaj kal ki ladkiyon mein.
par tujhe kya bata tu bhi toh kuch nahi keh saktaaaaaa.bechara apni biwi ki pallu se atka hai na!!!
kash tujhe bhi ashi jaise biwi mili hoti!!! 😡