Part_12
Yaqut was very worried, his intincts told him Altunia was upto no good but he could do nothing, Shamshad Razia and all the others blindly trusted him
Yaqut; ya Maula hamari Sultan ki hifazat krna unhe andaza bhi nhi wo kis museebat main hain.
Little did he know that ALtunia was not eyeing her, he actually loved her and she loved him back, unknown to everyone except Shazia Atigin Fatima and Zaroon, the two love birds spend alot of time together.
Razia was lying on the swing, her head on Altunia's chest and he had wrapped his arms around her.
Altunia; aapko nahi lagta ab ye baat hamen sabko bta deni chahiye
Razia; konsi baat?
Altunia; yehi k Fatima aur Zaroon dar-ul-falaq ban gye hen
Razia laughed, she turned to face him and bringing her face close to his
RAzia; aur RAzia aur Altunia, alzia
Altunia; alzia? MashAllah bada hi pyara naam hai
Razia; so to hai, do jism ek jaan, alzia
she rested her head again on his chest. He played with her fingers.
Altunia; aapke hathon main kab hamare naam ki mehendi rachegi? kab aap hamari dulhan banegi
Razia blushed
Razia; kab aap Malik-e-Aala banenge
Altunia; Sultan! sultanate k ilawa kuch aur kyun nhi soojta aapko?
Razia; soojta he na, balke hamen to aapke ilawa kuch nhi soojta
Altunia; haan aur ye sultanate to hamare khwabon pe kaayam he
they both laughed again, they kept dreaming about their happy future, unaware of what the destiny had planned for them.
********************
Altunia woke up and heard some voices, he recognized the musical voice of Razia in an instance but then he recognized the other voice and his blood boiled. Yaqut and Razia were chatting and laughing together standing on the balcony watching the sunrise
Razia; pta hai Yaqut hamen na kai raton se neend nhi aati isiliye roz ab suraj ko tulu hte dekhne yahan ajata hen, aaj aap bhi pakde gaye
Yaqut; sultan hum kafi dinon se pareshan hen kisi baat ko le kr, isi liye neend nhi ati, agar aapki ijazat ho to hum bta skte hen?
Razia; ye bhi koi poochne ki baat hai? be jhijhak ho k btaiye
Yaqut; Sultan ghustakhi ki mwafi chahenge, pr..hum..hum kayi dinon se dkeh rhe hen..Malik Altunia..unke mijaz..unki nazren
RAzia; MAlik Altunia? unhe kya hua, aapki ladai hui unse?
Yaqut; nahi sultan..wo nahi..wo dar asal..hum kese btayen aapko hamen to alfaaz bhi nahi mil rhe
Altunia who was hearing all this came to them and pushed Yaqut, Yaqut fell off the terrace and landed on the ground hard
Razia; Yaqut!!!..mirza ye kya kiya aapne?
Altunia's eyes were burning in anger.
Altunia; aap yahan subah subah us yaqut k saath mil k hamari buraiyan kr rhi theen? ye chalta he yahan roz?
RAzia; nahi mirza wo hum
Altunia; aur ye Yaqut khud ko bht kuch smjhta he na ye, har waqt aapke aur hamare beech ata he aaj iska kaam tamam krdenge hum
ALtunia took out his sword and marched towards the ground where Yaqut was, Razia ran behind him and tried to stop him.
Razia; mirza hamari baat to suniye, Yaqut ne kuch nhi kiya wo to bas
Altunia put his sword on Yaqut's neck
Altunia; aaj hum tumhen nhi chodenge
Yaqut; to krdijiye qatl hamara MAlik, aapse darte nhi hen hum, magar apni sultan ko aapse mehfoos rakhenge chahe uske liye jo krna pade hamen
ALtunia punched him,
Altunia; RAzia sirf hamari hai, sirf hamari !!!!!!! sbse pehle to tumhari ye na paak zaban hi kaatni hogi
Altunia was about to attack Yaqut again, RAzia threw a sword to Yaqut and he caught it, Altunia looked at Razia in anger and he felt betrayed, he hit Yaqut's sword and they indulged into a fight. The whole palace gathered there, from simple slaves to cpurtmen all were present there, and RAzia stood helpless.
Altunia was on fire and Yaqut was no match for him, ALtunia hit him on the arms and belly and he was bleeding badly, the courtmen were whispering.
Courtman; ye sultan na bas khadi hui hen, Malik ALtunia ko to sir pe chadhaya hi hua tha, ab is habshi ko bhi, ab kis ka saath den
Courtman2; sahi kaha miyaan, pr sach kahun to ye Altunia khud ko hi sultan smjhta he, bechare yaqut ki galti hi kya he jo sare aam usko maar rha he
Altunia was about to hit YAqut when RAzia held his hand, she came infront of Yaqut
RAzia; bas! ab aap agar ise marenge to us se pehle aapko hamen maarna hoga mirza
ALtunia was shocked, he felt as if all his bones were being crushed together
Courtman; Sultan Malik Altunia ko saza di jaye, bina waja Yaqut ko peeta he usne
Courtman3; nahi Sultan hamen yaqeen hai is habshi ne hi kuch galat kiya hoga
RAzia; nahi..hum chasma deed gawah hen, Yaqut beqasoor hain aur Malik Altunia ne bila waja unhe apne gusse ka shiqaar bnaya he, aage ka faisla hum deewan-e-khas me sunayenge
The sword fell from Altunia's hands, he couldn't believe his ears. The love of his life was planning to punish him just because he hit a nobody. He walked away silently and so did all the courtman. Razia broke down on the floor. Yaqut was taken away. Shazia and Fatima came to Razia.
Razia; aapi...aapi humne mirza...ab hum kya kren aapi, ek trf farz he aur dusri trf mohobbat, kis k saath insaaf kren hum
Fatima; Sultan aap unse baat krne ki koshish kijiye wo zarur samjh jayenge
Altunia on the other hand broke everything inside his room, Atigin entered andtried to calm him down
Atigin; mere bhai ye tum kya kr rhe ho? us habshi k liye khu ko kyun nuqsaan pohncha rhe ho tum?
Altunia; wo habshi hamare halk me phasa hua kaanta he atigin, hum use zinda nhi chodenge
Atigin; uski kya galti he? Galti to Razia ki hai na tumse mohobbat k daawe kr wo subah sawere us k saath waqt bitati he, ta k tumhen pta hi na chale, aaj to bhari mehfil me uska saath de diya aur ab tumhen saza sunai jayegi, ye shahi khandan k mard to mard aurten bhi dil phenk hoti hen
Altunia; Atigin!!!!!!1 zaban sambhal k, hamari mohtarma k shaan me gustakhi hum bardasht nhi krenge
Atigin; konsi mohtarma? wo jo ek taraf tumhare saath pyar k geet gati he aur dusri taraf us habshi ka saath deti he? kitna arsa hogya na tum dono k ishq ko abhi tak unhone sbko parde me kyun rkha he? niqah ka ehlaan kyun nhi krdeti? mere bhai, me to ek shehzadi ka shohar hun phir bhi aaj tak unpe haq nhi jata paya to wo to sultan he tumhare saath waqt bita k phenk degi niqal k doodh me se makhi ki trh, phir na kehna hamen, aur agr yaqeen nhi he to jao, kaho unse, abhi saza k saath niqaah ka ehlaan krde
Altunia thought for a while and then went to RAzia, Razia was still crying in her room with Fatima by her side, Fatima left when she saw him ente, Razia ran to him
Razia; mirza , miza hum..humen galat mat samjhiye, wo to..aapki galti he aap jante hen na...humen insaf
Altunia; humen aapki har saza manzoor he, bas ek ehsan krdijiye hum pe, aapke aur hamare niqaah ka ehlaan krdijiye
Razia didn't respond, she was silent, Altunai observed the change in color of her face and then started laughing.
Altunia; yaani aap bilkul wesi hen jese humne kabhi socha bhi na tha, is masum chehre k peeche ek be dil sultan he, jo sbko sirf mafad k liye istimal k use phenk deti he, wah Razia Sultan wah, bht acha sila diya hamari sachi mohobbat ka aapne, waah, hamare saath itne din se sirf dil jaoi kr rhi thi aap
RAzia; nahi mirza hum aapse sach me mohobbat krte hen
Altunia; is lafz ko na paak na kijiye Sultan, ghin aati he hamne ye soch k aap esa krskti hen, hamari bachpan ki dost hamari mehbooba hamen bas ek ghulam ki auqat ka samjh istimal krti rhi aur hamen pta hi na chala
RAzia; nhi mirza
Altunia; altunia! mirza hum sif apne apnon k liye hen, aur aap sirf sultan hen, humen saza suna dijiye jaldi sultan, ab hamen aapke fareb ko aur nahi jhelna
He left in anger. Razia stood helpless.
The next day RAzia sat in the court with dark circles and dry eyes, her tears had dried up after continuos crying, Altunia stood in the court as the guilty and Yaqut sat as he was unable to stand
Razia; Malik ALtunia ne jo kiya wo qabil-bardasht nhi he, magar unhone delhi sultanate k liye aaj tak jo kiya hum use bhi nhi jhutla skte, isiliye hum unhe Altunia ko jila watan krte huye, unhe Bhatinda ka subedaar banate hen, aaj se aur abhi se Delhi k darwaze unke liye band hen leking delhi sultanate k liye wo ab Bhatinda k subedaar hen.
Altunia just nodded and left for Bhatinda without a word