Altunia and Razia Confrontation
In Prison...
Razia shouting- aa...nikalo hamein yahan se, altunia, dhokebaaz, kahan ho tum...she started pushing iron rods of the prison but to no result.Dhokebaaz, dagabaaz..suddenly she head someone coming. He had torch in his hand.
Razia-Bewafa...aakhir tumhari asliyat aa he gaye hamare saamne.
Altunia- muaf kijiyega sultan ama matlab sehzadi, wafa shabd aapke in hotoh se accha nahin lagta.(he said furiously).
Razia- Tumhare wazah se aaj hum is kaid mein hain, hamari awaam pareshaan hain, sirf tumhare wazah se, kya mila tumhe ye sab kar ke. Now she had tears in her eyes. Kyun kiya tumne hamare saath aisa. Kya taakat ki bhook itne badh gaye the ke tum hamare mohabbat ko bhul gaye.
Altunia angry- Mohabbat,Kis mohabbat ke baat kar rahe hain aap, hamein bhatinda bhej ke hamare peeth peeche us yaqut ko ke saath ...chee...Ek baat yaad rakhiyega sultan, altunia mohabbat bhe dil se karta hain aur nafrat bhe. Hamare mohabbat tabhe khatam ho gaye jab hamne aapko us yaqut ko aapko saath dekha. Usko maarne ke liye hamein aapse bagawat karne pade par hamein koi afsos nahin. Na he kabhe hoga.
Razia shocked...-Yaqut...tumhe hamare mohabbat par itna bhe aitbaar na raha. Aakhir in dhokebaz turk amiron ne tumhe hamare khilaf kar he diya na. wo jaante the jab tak tum hamare saath ho hamare sultanate mehfoos hain. Are hamnein ek habshih par thode ehsaan kya kar diye tumne to..huh...now tears were in her eyes...
Altunia still couldn't believe her but his heart was crying watching her suffer...he had tears in her eyes too...
Altunia- Man ke marziyan marziyon ka man kuch aise he he malik altunia ke nafrat fitratan.