Main matti ka putla hoon
Tune pookhi jaan
Mera mujhme sab tera hai
Tu meri pehchaan
Tu rag rag mein bahe mere man basiya
Rang rasiya tere rang main
Rang rang gai rang gai main rang rasiyaa
Rangrasiya...
Inka saath hai jaise maati sang kumhar
Maati ban jave hai murat
Lage iska haath
Chaap tilak dono ki hove
Jab hove ye saath...
Dil ki dhadkan sooni sooni
Saansain bhi adhoori
Adha adha mile to hove
Kamiya sari poori
Rehe kyon rutha rutha, tu mann basiyaaa
Rangrasiya , rang jave
Rang range sapno main , rang rasiya
Rangrasiya
Rang ja rang rasiya re
Rang Rasiyaaa ..Rang Rasiyaaa..Rang Rasiyaaa
Ishq ka khel naseebon ka hai
Jane kya likha hai
Na koi padh paaye isko
Na koi samjha hai
Tuhi padh le aur samajh le sath rangiya
Tittli jaise udti phire hai
Bholi si yeh udaan
Aankhon mai hai tim tim taree
Meethi si muskaan
yeh toh maange tujhse bas khushiyaan
Rangrasiya mil jave
Kab se teri raah take
Rangrasiya...
rang rasiyaa aaa rang rasiyaaa
Inka saath hai jaise maati sang kumhar
Maati ban jave hai murat
Lage iska haath
Chaap tilak dono ki hove
Jab hove ye saath
yeh bhi hai kuch aadha aadha, vo bhi rahe adhoori
phir bhi phere mooh kyon kahde hai, aisi kya majboori
sooni sooni si raatein aur nindiyaan
Rangrasiya , rang jave
Rang range sapno main , rang rasiya
Rangrasiya...