Hriday ka jo sagar hai us sagar ke Gurmeet hai basi
Gurmeet Ram,Gurmeet narayan ,Gurmeet hai Ramapati abinashi
Har jan ke man me samakar,meet banakar ,preet banakar
Prem ka ras,bhakti geet dilakar
har pushp mein hi aap samaye
pushp jo paye aapka parash to pushp bhi sare dhanya ho jaye
aisa hai aapka parash jo pakar swayam amrit jaise baras hi jaye