He agreed for najma & Haider alliance
Precap was interesting
Update soon plz
Thanks for pm
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 6th Sep 2025 - WKV
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Sep 2025 EDT
Maira Armaan Poddar
Alia is new global brand ambassador of Levis
Happy Ending Kumkum Bhagya
Priyanka actually deserved more from BW. Robbed twice!
CALL FROM CELL 6.6
23 years of Dil Hai Tumhaara
Are they planning to end YRKKH with this generation?
Saiyaara: a movie which will forever remind me of love
💕💜Somewhere Over the Rainbow #43 With Prats in our hearts 💜💕
Look Out Circular For Shilpa Shetty Raj Kundra
Baaghi 4 crashes on Saturday
Generation 5:A new chapter in Yrkkh
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 07 Sep 2025 EDT
Next update:
All of them reach india , ll are waiting for the luggage
Asad: ammi, aap aur tamatar bahar jaayiye mein saman lekar aathe hoon
They both leave n after sometime two luggages come
Asad: tum isse lekar javo zoya
Zoya: teek hai n she is walking
Asad is back of her
She hears asadvoive
Asad: dekhkar nahi ja sakthe the ap kya
Man: tumhe dekhar jaana chahiye tha, maafi mango
Asad: sorry Siddiqui sahib n leaves
Zoya watches all this
Zoya: asad, vo kaun the, aur tum unKE SAATH ITHNE GUSSE SE KYUN BAATH KAR RAHE THE
Asad: vo Siddiqui sahib hain
Zoya has heard about sidiqui from dilshad but has not seen him ever
They all reach house
N asad looks at his mobile for any calls as he had taken his official number to newyork
Zoya: aap kiske call ke ithne be sabri se intazaar kar rahe hain
Asad was actually waiting for Ayaan call, as he has not talked to Ayaan after he left for Australia about 3 months back
Asad: kisis ka bhi nahi zoya
Zoya: caha teek hai, asad kya mein kal mein aaravsar( imag village) ja sakthi hoon
Asad: kyun nahi , aap beshak jaa sakth lekin akele nahi, mein bhi aavoonga aapke saath
Zo:par asad , hum 1 mahine se office nahi gae, kal bhi nahi jaayenge tho
Asad: vahi tho, hum 1 mahine se nahi gaye, ek aur din nahi jaayenge tho kuch nahi hoga, bale hi mein office nahi gaya, par apna sara kaam zaroor kiya hai zoya
Zoya: teek hai asad
They have dinner n sleep bcz of jetlag
At around midnight, zoya turns in sleep n sees that asad is not there, she wakes up n searches for asad
She sees asad talking to somebody in the garden in phone
Zoya: ye ithne raath ko kiske saath baath akr rahe hain
N approaches him , she hears asad words n stops in her path
Asad: nahi yaar, mein jaantha hoon , mein pichale 4 mahine se tumhe time nhi de sakha
Par mein kya karoon, agar humare rishte ke bhare mein humare ya tumhare ghar mein kisi ko patha chale tho teek nahi hoga, aur 4 mahine pehale humare ghar mein ek mehamaan aaye isliye ghar mein bhi nahi mil sakthe
Ayaa: apko humesha sab ki padi he, sivay mere
Arey mere baath tho suno
but Ayaan hangs up the call
N zoya heard only asad convo
Asad self talk: ek jo 3 mahine baadh mujhe phone mila aur vo bhi aisa ho gaya shit asad, kam se kam zoya ke bare mein batha detha usse
He haers sob sound n he turns around n sees zoya in tears
Asad: ye tum ro kyun rahi ho zoya
Zo: mujhe maaf kar dijiye , mere vajah se aapko ithni takleef ho rahi hai , mujhe nahi patha tha ki apke life mein koyi girlfiend thi
Asad: girlfriend, ye tum kya bakwaas kar rahi ho ?
Zo: baniye math asad, vahi jiske saath aap ithne der baath kar rahe the
Asad: aapse kisne kaha ki ye mera girlfriend hai
Zo: agar gf nahi hai tho aap ithne chup chup ke kyun milthe
Voice: vo unke gf nahi balki unke bhai hai
Zoya turns n sees it is najma
Naj: zoy, bhaijaan ayaan bhaijaan se baath kar rahe the,
Bale hi bhaijaan us parivaar ke sabse nafrat kare, apr Ayaan bhaijaan unke liye kafi close, kabhi kabhi chupke milthe hain
He thinks that none knws abt it, par mein jaanthi hoon, ek baar meine rath mein bhaijaan ke kamre se awaaz sunkar vahan gaya tho un dono ko saath mein dekha, aise kaafi bar milthe hain
He thinks that others don't know but I know
Aur aapne socha ki unki gf hai, duniya mein aap akeli ladki hai jo asad ahmed khan ko sambhal sakthi hai zoya
N smiles
Asad goes towards najma n hugs her
Asad: tum ithni badi kab ho gayi tamatar, mujhe tho patha hi nahi chala
Naj: bhaijaan mere mazaak math uttayiye na
Zoya: mein bhi
Asad:kya
Zoya: aap dono ke hug mein
Asad hugs najma n zoya
Dilshad sees all these from near window n smiles
Dil mv: insha allah, mera parivaar humesh aisa hi rahe, bale hi Ayaan shireen ka beta hai, meine usse 2 saal paali hoon , vo bhi mera beta hi hai
Ayaan aurmasad ke beech kabhi doori na aaye
{
Dil knew abt asad n Ayaan meeting, but she never put a full stop to tht as she knows that asad loves Ayaan also as a brother
}
Next day:
Dilshad wakes up n sees zoya in kitchen
Dil: tum ithni jaldi kyun utti beta
Zo: patha nahi ammi, neendh nahi aaya, dil bahuth gabra raha hai
Dil: kuch bhi nahi hoga zoya, alla par barosa rakho
Zo: ammi, aj hum ghav jsaa rahe hain, asad bhi aa raha hai
Dil: teek hai beta tum log jaavo, vaise bhi mujhe aaj court jaana hai n najma ko bhi college jaani hai, aaj se uski nayi sem ki shuruvaath hai
All have breakfast n leave, zoya has worn a salwar
In asya car,
Asad: chintha math karo muje lagtha hai ki aaj hum tumhare ammi ke kabhar tak pahunch paayenge
Zo: insha allah, vo baath sach o asad, par patha nahi kyun mujhe bahuth darr lag rah ahi
Asad: chintha math karo, mein hoon na tumhare saath humesha
N holds her hand n zoya keeps her head o his shoulder
On reaching the village, asad asks the people about mosque
Few people direct him to that place
They reach mosque,
Zo: baba, kya aap kisi zainab farooqi ko jaanthi hai, shayad vo yahin rehathi thi kuch 15 saal pehale
Baba : haan, vo yahi rehathi thi,par unki mauth ho chuki he beta ek accident mein, aur uske baadh unki beti aur shauhar kahan rehathe hain patha nahi, par unke shauhaar, yahan unke death anniversary ke din yahaan aathe the, jab mein unki beti ke bare mein poocha tho kehathe the ki unki beti kahin ko gayi, kahan patha nahi
Zo( with tears): kya aap unke koyi number ya kuch de sakthe hain
Baba: aaj hi unki death anniversary hain vo yahan zaroor aayenge
Zo:kya aap mujhe unke kabar takh le jaa sakthi hai
Baba: haan , beta , par tum kaun ho
Zo: mein unkii beti hoon zoya
Baba: ye tho allah ka chamatkar hai , tum apne abbu se zaroor milogi beta
N blesses her n asad
N shows the tomb of her mother
Zoya cries seeing the place
Asad: sambhalo apne aap ko, mein ammi ke liye phool leke aatha hoon
Aaj unka death anniversary ain a
Zoya sits near tomb n cries
N sad leaves
Sometime later,
She fels a hand on her shoulder, she thinks it to be asad n hugs him
Zo: aaj mein apni ke kabar ko dekhne mein kamyaab h gayi
Vice: tum zoya ho beta?
Zo: ji haan n looks up and sees a man
Man: tum meri zoya ho, meri aur zainab ki beti n hugs her
Zo:kya aap sach mein mere abbu hain
Man:haan beta, mein hi tumhare abbu hoon, GAFOOR AHMED SIDDIQUI, barsoon baadh tum mujhe mili ho, mein bahuth khush hoon beta, aaj se tum mere saath hi rahoge
Zoya hears his name n breaks hu n looks at hi,m she sees asad taking his car n looking at both of hem with hatred n leaving with red angry eyes
******************************************************************************
Precap: arrey guess kijiye
Asya FF: Rendezvous with Honor Asad Ahmed Khan is the prodigal son. All the tabloids say so. Coming from an affluent family in Bhopal, he's done...
[NOCOPY] Hello everyone! Happy to be here. I was searching for an opportunity to be here with all of you as a member after a long time as writer...
Writer - ExoticDisaster | Graphicer - Oh_nakhrewaali | Theme - Bag Unfolding Yesterday Zoya coughed, pulling the scarf higher over her nose and...
This is one of the entries I had submitted for Valentine's day contest - A Bag full of love. cover : oh_nakhrewaali | writer : missFiesty_69 |...
This is one of the entries I had submitted for Valentine's Day contest - A bag full of love . cover : ExoticDisaster aka Shiri | writer :...
125