It will b in 4-5 short parts plz say if i should continue or not after reading the first part
PART-1
Seher was feeling restless since rehan left for the airport
She was sitting in her room thinking of their moments together
She was holding the taveez which fell from rehan's neck in her hand
Seher-"Bappa!please rehan ko hamesha salamat rakhna!maine apni zindagi ke 22 saal sirf paiso ki laalach me guzare!kitne logo ko loota,lekin jab rehan meri zindagi me ae tab mujhe pehli baar ehsaas hua ki is duniya me paiso se bardhkar bhi koi cheez hoti hai aur wo hai pyaar!"
"Rehan ne mujhe mohabbat karna sikhaya!"
"Jab unhone mujhe khud se door jane ke liye kaha to mai bilkul toot gai mujhe laga ki shayad wo sab sirf ek chalawa tha ek baar phir zindagi ne mujhe usi jagah la ke khada kar diya!"
She said remembering that night
"Mujhe taumra iss baat ka afsos rahega ki kyu mai razia ki baton me ayi jiski wajah se aaj sanam aur ahil ek dusre se juda hai"
"Mujhe yaad hai ki kaise mai sanam k liye ahil ki mohabbat ka mazak banaya karti thi par rehan ki wajah se mujhe pata chala ki mohabbat duniya ki sabse haseen ehsas hai!
Bas ab jaldi se ahil ko tanveer ki sacchai pata chal jae uske baad hum sab sath rahenge!"
HAMESHA!
Here she was imagining their beautiful future together oblivious of the fact that destiny had something else in store for them!
125