Originally posted by: SabrinaMalik
And then,A-Dekhiye aap meri baat suniye.Z-Pepper spray. Kaali mirchi ka spray. Rakhna padta hai ladkiyon ko apni hifazat k liye.*sprays it on a scooter wala guy*Z-I was better off in New York. New York mein hi theek thi mein. Is country mein jisi dekho woh ladkiyon ko bas ghoorte hi rehta hai. Agar ladkiyaan apni protection kare toh kaise kare?A-Agar ladkiyan khud apni nazre neeche karke chale toh unhe aur kisi ke protection ki zaroorat nahin. Aur ghar se aise tamasha ban ke nahin nikle.Z-Excuse me. Aap jaise log saari restrictions ladkiyon par hi kyu lagate ho? Agar ise protection ki zaroorat hai toh zaroor yehi kuch galat karti hogi. Agar iske saath kuch galat hua hai toh zaroora isi ne kuch kiya hoga. Is country mein saari restrictions ladkiyon par hi kyu hain? Don't dress up, yeh mat karo, sajo mat, yahan mat jao, wahan mat jao. Allah Miyaan what's wrong with ths country?A-Jise aap pabandi keh rahi hain use ham tehzeeb kehte hain. Nomayish pashchim ki ada hai, sharm poorab ka gehna hai. Is mulk mein aurtein isi gehne se sajti hain. Khair aapke Nihaak ke roz mein aapse behes nahin karna chaahta.Z-Aaj Nikaah nahin hai mera.Z-Ab aap yeh jugmental look dena band kijiye. Yahaan par jise dekho woh judgement paas karne pe tula rehta hai.A-Agar aapko is mulk se itni problem hai toh waapis New York kyunahin chali jaati?Z-Allah Miyaan what's wrong with you? Aap koi traffic police hain kya jo logon ke yeh bataenge ki unhe kahaan aana hai kahaan jaane hai? Waise bhi mujhe koi shauk nahin hai yahaan rehne ka. Ek nihaayat hi zaroori kaam se aayi hoon, poora hote hi waapis chali jaungi.A-Bada ehsaan hoga aapka is mulk par.*They turn away**Their BGM starts in the background*Sigh...those days.That scene.Nothing beats it.
46