Part 2
(Two body one soul)
Excellence computer's office
Asad is lying in the cabin with out any moment, he is lying like he is dead there is no soul inside him and he was not even breathing
It seems like its just body of asad lying there it's soul left it
X x x x x x x
X x x x x x x x x x x x x x x x x x x X
In the jungle of bhopal
In A old hut inside jungle
Zoya is lying on the floor with a bedsheet over her and her clothes are lying aside and the man who saved him is looking lost and thinking some thing and still his face is hidden with naqaab and only thing visible is his red eyes
X x x x x x x x x x x x x x x. X
(A blast from past)
That man who saved zoya is recalling his past
Flashback
A 18yr Asad is lying there in the bed at the same hut and thinking about his love nikhat
He close his eyes
He could see the house of Nikhat with his close eyes, it was weldecorated and looks like some celebration of wedding is there
He was amazed as Nikhat was the only child of their parent
He wanted to confirm the matter himself
But wo khud nahi jana chahta tha as last time
Flashback in flashback
when his mother died. And he was hungry He went to nikhat house where at the door nikhat was having lunch and seeing asad she said "aao asad khana kha lo" aur asad bhi bhukh hone ke karan asad ne jaise hi khane ko hath badhana chaha kisi ne use jor ka thappad mara aur uske jaane me uske chachi ki awaaz aaai
"Manhoos nikal ja yaha se aur dobara mat aana yaha, Manhoos apne ma baap ko to mar diya paida hote hi ab hume marne ka irada hai kya
Asad ko bahut gussa aaya agar wo chahta to usi waqt apni chachi ka pura ghar gira sakta tha apni spiritual power ke takat se jo ki bachpan se hi usme thi aur kuch use um baba ne di thi jo use roj jungle me milte the
Par asad me aisa nahi kiya kyuki isse nikhat ko bhi takleef hoti aur use kabhi takleef me nahi dekh sakta tha
Flashback in flashback ends
Asad of 18 yr age decides to go to nikhat's house but wo nahi chahta tha ki koi use dekhe
So he remembered about his childhood friend sheikh sultan who is a ginnie(jinn) he appears in the room
Sheikh sultan:kyu yaad kiya dost?
Asad:mai chahta hu ki nikhat ke ghar jau par koi mujhe dekh na par meri marzi ke bina
Sheikh sultan:I have a cloak which will help u to be invisible
Asad:shukriya mere bachpan ke dost
Asad went to nikhat's house being Invisible
Nikhat's looked very happy and her hand was full with mehndi
And there two girls was talking tha kal nikhat baji ki shadi hai
Asad went to nikhat's room and removed his cloak
Nikhat is shocked to see asad
Nikhat:kyu aae ho yaha
Asad:nikhat ye kya ho raha hai tumne kaha tha ki tum mujhse pyar karti ho to phir ye shadi kya ye sab tum kisi MajbuRi me kar rai ho
Nikhat:nahi shadi hi mera faisla hai mere hone wale pati bahut rich hai aur tum gareeb mai tumse pyar nahi karti thi kabhi tum ho hi kya ek mamuli woodcutter
Asad ki ankho me aansu bhar aate. Hai
Wo waha se aa jata hai kehta hai ki ab wo aur nahi jeena chahta aur wo jungle ki taraf bhag jata hai
Flash back ends
That naqaab posh man having red eyes goes out of the hut and goes some where deep in jungle
Wo ek cave tak pahunchta hai
Waha pe ek kabr (grave) bani hoti hai. Usme lait jata hai
X x x x x x x x x x x x x x x.
At the same time in the office of Excellence computer
The dead body of asad vibrates and asad stand from his place like nothing happened to him
But he is looking very tired
To Be continued
46