Hiii guys how r uh ol?
so m back with my next update nd this part is dedicated to awesome nd nilusoni who have been eagerly waiting for it nd olso the other readers who were waiting for it
Part-7
In Khan Mansion
Asad was hell shocked to see zoya so lyfless he ran towerds her
Asad screamed-zoya(taking zoya in his lap)yeh tumhe kya ho gya plz utho na zoya
By the tym dilshad also arrived and was shocked to see this
Dilshad-yeh kya ho gya asad zoya ko
Asad-ammi zoya ne khudkhushi krli
Dilshad-chalo uthao isko hum ise hospital leke chalte hai
They both rushes to hospital and doctor starts the treatment but before going in operation theatre he hand over the letter to asad. Asad opens letter ol broken and reads it
Dear Asad,
I am really sorry ki mere abbu ki vajah se apko ajtak apne abbu ka pyaar nahi mila aur ammi ke shahur cheen gaye. Asad mere andar himmat nahi thi ki jin aankhon mein maine itna pyaar dekha tha un mein ab apne liye nafrat dekhu. Is zindagi mein maine jinse bhi pyaar kia vo sab mujhse dur chale gaye main nahi chahti thi ki ap bhi mjhse dur jaye isliye maine khud ko mar daala. Lagta hai meri kismat mein pyaar likha hi nahi hai par maine chahti hu ki mere jane ke bad ap apni zindagi ache se jiye apne akdu mode pr vapis mat jana(reading this a small and sad smile played on his lips) ap sabka dhyaan rakhna aur plz meri khatir apne abbu ko maaf kr dena kuki unki koi galti nahi hai. Apna aur ammi ka khayal rakhna. Ho sake to mujhse nafrat mat karna plz
Bye asad i love you and lots of hugs and kisses
Yours musibat magnet urf miss faruki urf zoya.
Asad was ol broken reading the letter and tears were streaming down-main apko kuch nahi hone dunga zoya
Then only rashid and family,siddqui,najma and imran arrived. Asad was sitting on a bench and he felt a hand on his shoulder and looked up to see rashid there. He hugged him tight and
said-abbu zoya ko kuch nahi hoga na
Rashid was really surprised and overwhelmed to hear abbu from his mouth-ha beta hmari zoya bahut strong hai use kuch nahi hoga
Asad-vo jab thik ho jayengi toh main unse bht ladunga
Suddenly his eyes fell on siddqui and anger aroused in him
Asad-apko chain nahi mila meri zoya ko itna dukh pahucha kr ab kya uski jaan lene aye hai. Par ek bat meri bhi sun lijiye jab tak main unke sath hu koi zoya ko hath bhi nahi laga sakta plz chale jauye yaha se
Siddqui-plz asad aise mat kaho main zoya se bht pyaar krta hu main sach mein nahi janta tha ki zoya hi meri beti hai plz mujhe yaha se jane ko mat kahiye
Asad-apna natak band kijiye aur jaiye yaha se nahi toh
Dilshad cut him-Asad aise bat karte hai apne bado se bete jitna haq tumhara hai zoya pe utna hi inka hai zoya ko hi tey karne do ki vo kya chahti hai
While this was going on doctor came out
Asad-doctor thik toh ho jayengi na vo
Doctor-ghabrane ki koi bat nahi hai mr.khan she is perfectly fine uh can take her home after sometime. She is very weak so plz take care of her
Asad-dnt worry doctor i ll take proper care of her can i meet her?
Doctor-ofcourse
In the hospital room
Zoya was fine now and she was seeing on another side not at ol guilty of what she has done. Than only asad enters
Zoya-aapne mujhe ku bachaya mr.khan mujhe mar jane dia hota
Asad-bas zoya tum olready bht kuch kar chuki ab ek shabd aur mat bolna. Tum hoti kon ho mujhse meri zindagi chinne vali apki jaan sirf apki nahi meri hai aur main apko haq nahi dia ki ap meri jaan ke sath is tarah khele
Zoya-ku keh rahe ho ap aise main ap ko deserve nahi karti infact main kisi ko deserve nahi karti mereko koi haq nahi hai khush rehna ka mera koi nahi hai is duniya mein maine ek najayaz hu
To her surprise she was taken to a bone crushing hug by none other than her jahapanah
Asad-aaj bol dia phir kabhi mat bolna ki apka koi nahi hai aur apko khush rehne ka haq nahi hai. I promise you zoya main ajse har rishta nibhaunga breaking the hug he continued ajse main abbu ki tarah apko pamper aur protect karunga is gandi duniya se, ammi ki tarah apki care karunga roz apko pyaar se sulaunga jaisi ammi apne bacho ko sulati hai, husband ki tarah apko pyaar karunga, bhai bhen ki tarah apko tang bhi karunga
continued in my next post
47