Itne dange fasaad jaisa mahaul kyun bangaya QH FORUM mein...
Jisse dekho woh zoyaan zoyaan karrahe hai...
Is zoyaan track coming up or some thing else plsss meri madat karo if any1 knows abt upcoming track of qh...
Aur FARHAN beta toh bahot handsome hai...
Ye haseena bii ka beta kam asad ka chota bhai lagraha hai...
Itne khoobsurat farhan ki maa woh bhaiseena toh nahi hosakti,, imran ko toh chalo kehsakte hai ki woh haseena ka beta hai par farhan pata nahi kispar gaya hai...
I'm looking forward for nikhat-farhan track...but farhan bete tum imran ki tarah kamina mat nikalna...nikhat ko khush rakhiyo aur usse bahot pyaar karna samjha naa...
chalo guys hit d like tab n comment karna mat bhoolna...
Ignore mat kariyo..