Starting
#1
Shayari karni hai toh karo bina koi hesitation,
shayari karni hai toh karo bina koi hesitation,
Miss farooqui aap hi toh ho meri inspiration...
#2
sochne ki aazadi ho aur na ho koi tension,
sochne ki aazadi ho aur na ho koi tension,
Miss farooqui aap hi toh ho meri inspiration...
#3
Tanveer ne kar rkha h sabke naak m DUM..
kab dur honge Asad Zoya k GUM..
Fans k asuon se bhar gaye hein DRUM...
Fikar not when GUL is their then...
hojayenge Asad Zoya aap aur mein se HUM...
Shukriya Shukriya...
English Translation :
Tanveer is getting on nerves..
When will Asad Zoya's grief will go..
Drums have filled by the tears of fans..
Dnt worry when gul is their..
surely Asad Zoya will become one from you and me...
#4
Naam lene ki zaroorat nahi
Naam lene ki zaroorat nahi
Uske ane ki Ahat bhi muskaan deti hai
yeh kambhakt shayari hi toh hai
Jo Zoya ko ek alag pehchan deti hai
English Translation :
No need to mention the name
No need to mention the name
her presence even smiles
it is these naughty quotes
which makes Zoya shine
#5
Zoya hein ICE ki tarah COOL..
Asad miya rehte hein FIRE ki tarah SHOOl...
Opposite poles attracts each other isliye..
Asad Zoya kar rhe hein ek dusre ko PULL..
Aur khil rhe hein Pyaar k FOOL...
Shukriya Shukriya...
English Translation :
Zoya is as cool as Ice
Asad is always remain Shool like Fire do
Opposite poles attracts each other that's why
Asad Zoya are facing a Pull
And lover flowers are blossoming between them..
#6
Gussa aye Asad ko
Gussa aye Asad ko
Bhugatna toh zoya ko hi hai
Jaisa bhi likha maine ab padhna toh ap ko hi hai
English Translation :
When Asad gets angry
When Asad gets angry
Zoya is always the one to suffer
Whatever that i have written its you who have to read!
#7
Asya ka jadoo har dil pe yun chaya hai,
har kisi ko faqr hai ki humne asya ka deedaar paya hai,
dono ki jodi pe sab ne khushiyon ka noor barsaya hai,
hum deewaane hain asya ke is kadar ki,
hamaari rooh pe bhi inki muhobbat ka saya hai.
English Translation :
The magic of asya rules on every heart in such a way that whosoever watches them,feels blessed,everyone loves asya very much and i love asya to such an extent that they rule on my soul.
#8
In Hawaon ko rok do kahin udh na jaye Zoya
Pichle 3 mahine se bechara Asad bohat hai Roya
Chalo Maan gai ke jaana nai ab kahin
Mr. Woh actually ab bhi kuch kahenge ya nahin
English Translation :
Stop the wind so it does not blow Zoya away
Poor Asad has cried a lot in last 3 months
Ok! i say that i won't go anywhere now
But Will Mr woh actually say something at least now
#9
NY ka Pizza aur Bhopal ki Kachori..
Dono shakla aur Swaad se he alag alag,,
waise hi IF p koi Desi to Koi Pardesi...
Sab Soch mein hein alag alag..
Fir bhi QH ki tarah baandhe h sabko dil ki Dori...
Shukriya Shukriya...