MAIRAs REJECTION 4.9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 05 Sep 2025 EDT
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 04 Sep 2025 EDT
GEETU vs MAIRA 5.9
Maira Armaan Poddar
Akshara’s karma
Writers: Mad Dreamers or Silent Sages?
Kyunki Saas Bhi Kabhi Bahu Thi 2: EDT # 2
Mihir - The d*uchebag
🏆ANUPAMA WINS dance contest !!🏆
Should Janhvi Kapoor Get Married And Quit Acting
The Soul Remembers - PraShiv SS
My Box Office Predictions for Baaghi 4
The most successful jodi in history of BW!
Agree or not?
Alia is new global brand ambassador of Levis
A clean-shaven Ranveer spotted at the airport
Alia recent clicks
Varun Vs Sonu - who danced better on Bijuriya
SRKs looks for King
In the perception of an absent confidant my mind turned to the distant recollections to
the time when we were together.The same thoughts crowded my mind like so many times before and I just sat and pondered on it. My mind recalled every moment we spent together. Roaming thoughts of ever-lingering memory of a time gone by and a clandestine rendezvous .
Flashback:
The remembrance of settling myself in a chair at a exotic restaurant. As I looked
up I found you smiling your ever lasting dimpled smile.
The only word that escaped my mouth
Asad...
As: hey
You are what every girl wants in her man, someone who will always make you proud. You were 6
foot, muscle bound with tattoos. Your eyes had a unique power to
captivate anyone who looked at you. But I was the lucky one who you looked at.
I leaned back to admire the sight before me and saw your eyes twinkle .
As: I knew you would come [smile].
You passed me a glass of wine as we both sat down to enjoy the view and most importantly each others company. Placing your glass on table, you tilted your head to look at me in hope to find answers...'.Answers which I myself was unaware of.
I looked in your eyes to see them filled with utmost care and love and that moment I knew
there was no going back but still a part of me wasn't ready to cope with these new feelings you aroused in me.
Seeing my hesitation you smiled at me, that special smile you saved for me and only me.
But I knew behind that smile you hoped for me, for us to be together.
As: take your time [placing your hand on top of mine]
I responded by giving a smile.
That was the last time we touched, we talked ... we met.
Now sitting here, my hand wandered upwards massaging my temples. I Didn't want this, I want
more...I want you but I know that isn't possible
You had met with an accident the next day while returning from work, the same day when i wanted to confess my feelings to you.
My eyes reflected the same longing that I saw in your eyes that day. It had been 3
years but I remembered it like it was yesterday. As I sat down and stared at the flames of the dying fire.
I wanted to escape, escape from the world where I found you and at the same time the same place where I lost you.
I screamed your name out in the night where no one would come to comfort me like you , where no one would smile at me the way you did. And now... I knew what I wanted and this time I wont be late I promise.
Falling in love with you wasn't in my hand, a chance to live and share a life with you wasn't in my destiny but coming to you is definitely in my hand and my only desire.
*********************************************************************************************
To be honest i dont really know what i have written...hope u like it
Do share your views and plz do comment.
luv,
neha
Jealous ??? (AsYa)
Zo: Allah Miyan what is wrong with Mr.Khan '' Samajhte kya hai woh khudko, jab dekho mujhe tehzeeb aur tameez per lecture dete rehte hain aur unki woh Tannu usse kuch nahi''Jab dekho chipkali ki tarah chipakti rehti hai
Zo [mimicking Tannu] Jammy kya aap humare saath chalenge ''.Jammy yaad hai aapko bachpan mein hum kitni masti karte the''.Jammy yeh Jammy woh.
Jab dekho Jammy Jammy karti rehti hai, jaise Mr.Khan koi super model ho
Issi baat pe Arz kiya hai''..
Jammy Jammy karti rahi woh, jabki Jam nahi unko pasand
Jammy Jammy karti rahi woh, jabki Jam nahi unko pasand
.
.
Kehti hai bachpan ke dost hai woh, jabki bachpana nahi hai unhe pasand
At Night
As: Miss.Farooqi kya aap mere liye coffee bana dengi
Zo: Mr.Khan aap Tannu ko kyun nahi kehte
As: [rolls his eyes] matlab ?
Zo: Mera matab yeh hai Mr.Khan ki aap dono bachpan ke dost hai toh zahir si baat ki kya aapko unke haath ki coffee zyada pasand aayegi
As: kahin aap yeh sab, subah jo hua uski wajeh se toh nahhi keh rahi'..Jealous ?
Zo: [opens her mouth in O-shape] Jealous my foot'..aur waise bhi mein Zoya Farooqi aapki wajeh se jealous kyun hongi *smirks* shayad aap bhool rahe hai aapne hi kaha tha ki yeh nikaah nakli hai'''so Mr.Khan aap mere real fianc nahi hai jo mein jealous hoon
As [coming closer] Really Miss.Farooqi''.
Zo [snaps]: yeh Mr.Akdu Ahmed Khan kyunki agar aap asli mein mere fianc hote aur aap aise kisi ke saath chipak rahe hote toh mein ''
As: Toh aap kya Miss.Farooqi
Zo[poking her finger at him]: Toh mein aapke chote chote tukde karke kutton ko khila deti
Saying this, Zoya marches to her room
Zo: bade aaye, unhe kya lagta hai mujhe koi farq padha'nahi bilkul nahi'.ab aap dekhiye aage aage hota hai kya
Next Morning - Breakfast
Everyone had settled but Asad's eyes were busy searching for his musibat magnet.
Na [whispering to dilshaad]: Ammi dekhiye na, bhaijaan kaise Zoya ke aana ka wait kar rahe hai, kaise baar baar stairs ki taraf dekh rahe hai, haye how romantic
Di [giggling]: Sahi kya beta, mujhe nahi pata tha mera beta apni dulhan se milne ke liye itna bechaan hoga
Di: Asad, jiska tum itni besabri se intezaar kar rahe ho who yahan nahi hai
As: Nahi hai matlab, kahan gayi Miss.Farooqi aur who bhi mujhe bina bataye
Na [giggles]: Zaroor aapne kuch kiya hoga bhaijaan tabhi, Zoya bhabhiii aapko kuch bata kar nahi gayi
Di: Najma bas, tang mat karo usse'.Dekho who waise hi kitna bachaan horaha hai apni hone wali begum se milne ke liye
As [stammering]: aesi koi baat nahi hai aami, who toh mein bas
Di: bas bas, ammi hoon tumhari sab janti hoon tum kya kehna chahte ho''Zoya ko kuch kaam tha and then usse lunch pe apne kisi dost se milna tha isliye who jaldi chali gayi
As: hmmm
As[thinking]: Dost ?? Zoya ka Bhopal mein aisa kaunsa dost hai jiske baarien mein mujhe nahi pata''Yah Allah bas Zoya ko mehfuz rakhna
Evening
Not being able to concentrate on his work Asad came home early to find out that Zoya had still not returned.
As: Yah Allah, Raat hone ko aayi hai aur Miss.Farooqi abhi tak ghar nahi pahu
Zo: Phuphi, tamatar I'm back
Asad turns around and looks at the scene in front of him. Najma hugging Zoya and then showing the dress her bhabhi-cum-friend got to Ammi
Di: Arre wah kitni khubsurat dress hai yeh
Zo: Haina, phuphi meine jaisi hi yeh dress dekhti mujhe Tamatar ka khayal aaya aur yeh dekhiye mein aur kya kya layi
Will this followed the session of fashion show with Najma, Dilshaad and Zoya trying the dresses Zoya had got for all of them
An hour or two later:
Di: Tanveer tum wahan kyun khadi ho yahan aao na
Ta: haan khala
Zo: Tanveer yeh tumhare liye, I hope tumhe pasand aaye
Ta: shukriya Zoya
Di: Chalo ab bahut ho gaya, dinner ka waqt ho gaya hai aur Asad ko bhi bhook lagi hogi
Zo: Ji phuphi mein change karke aayi
As[thinking]: Miss.Farooqi sab ke liye kuch na kuch layi, yahan tak ki tanveer ke liye bhi but mere liye kuch nahi layi
Heart: Na toh subah mujhe bata ke gayi aur na hi aane ke baat mujhse baat ki, ho kya gya hai inhe
Brain: Acha hi haina, tum bhi toh yahi chahte the ki yeh musibat magnet tumse jitna dur rahengi utna acha hoga
Heart: oh plz''woh koi musibat magnet nahi hai
Brain: oh really now ?
Heart: Jaanta hoon who aaj tak kayi baar musibat mein fasi hai but unke iraade humesha se naik rahe hain..aaj tak jitni bhi baar who musibat mein padi who sirf dusro ki khushi ke liye
Brain: oh plzzz''..aisa nahi hai
Heart: haan
Brain: Nahi
Heart: haan
Brain: bola na nahi
As: chup, dono chup jao yahan se
At Night :
As: Mujhe andar jana chahiye ya nahi, kahin who so na rahi hoo
*giggling sound*
As: yeh kya [opens the door]
Zo: haan na, tumhari choice bahut achi hai and don't worry mein kisi ko kuch nahi bataungi
Zo: arre haan baba, When Zoya's here then have no fear
Zo: hahaha''gud nite '..sweet dreamz''.ab phone rakho nahi toh mei sabko bata dungi''haan bye
As: kisko kya bata dengi Miss.Farooqi [angry + jealous]
Zo: Mr.Khan aap yahan, iss waqt ?? kuch kaam tha aapko
As: aapne meri baat ka jawab nahi diya
Zo: toh aap kaunsa meri har baat ka jawab dete hai aur waise bhi bahut raat ho gayi hai and I'm very tired sooo plz excuse me and good night [straight face]
As: Aap kiske saath bahar gayi thi
Zo: Aapse matlab
As: matlab hai, na hi aap mujhe bata ke gayi aur ab aise behave kar rahi hain jaise kuch hua hi nahi
Zo: Oh common Mr.Khan mein bachi nahi hoon aur waise bhi mein kahin bhi jao mujhe aapko inform karne ki koi zarorat nahi hai
As: Zarorat hai, yeh matt bhooliye humara nikaah hone wala hai agle hafte
Zo: aur aap yeh mat bhooliye ki sab nakli hai''.yeh rasam yeh nikaah sab kuch
As [pulls her] per yeh jasbaat toh nakli nahi haina
Zo: kin jasbaaton ki baat kar rahe hain aap Mr.Khan'.Jahan tak mujhe yaad hai aapke according mein iss family ke liye aur aapke liye ek misfit hoon toh aaj kya hua [tears]
As: Mohabbat
Zo: *stares*
As: Aaj tak bahut koshish ki meine ki aapse jitna dur ho sake utna raho per jaane anjaane hum aur paas aate gaye''yeh dil jo 17 saalon se sirf dhadak raha tha usse saans lena toh ab shuru kiya hai''meine kayi baar aapko misfit kaha who isliye nahi kyunki aap mein koi kami hai balki isliye kyunki mujh mein kamiyon ke alawa aur kuch nahi hai'..aaj tak meri duniya sirf Ammi aur Tamatar thi but ab aap bhi iss duniya ka hissa bann chuki hai''.mujhe humesha lagta tha ki agar aap mere kareeb rahengi toh mein aapko takleef ke alawa aur kuch nahi de paunga isliye aaj tak aapse dur raha per mujhe nahi pata tha ki jaane anjaane mere iss bartaav ki wajeh se meine ek baar nahi balki baar baar apko hurt kiya''.bahut koshish ki meine aapse dur rehne ki per na jaane kab yeh duriyaan hi mujhe aapke aur paas le aayi''.sahi kaha tha aapne darta hoon mein, aapko pyar karne se nahi balki aapko kho dene ke dar se''ek baar iss ghar ko, ammi ko tutte hue dekh chukka hoon mein phirse nahi dekhna chahta'..aap sirf najma ke liye uski bahen nahi hai balki ammi ke liye unki beti hain aur mere liye'..
Zo[tears]: aapke liye kya Mr.Kh
As: shhh aur mere liye meri zindagi''...aap meri zindagi mein uss hawa ke jhoke ki tarah aayi jisne sab kuch badal diya, mujhe bhi aur aaj mein vaada karta hoon Zoya that I will be by your side always, you'll always find me with you in every aspects of life good or bad. I know I won't always have the words to make you feel better, but I do have my arms to hug u and comfort you, ears to listen to whatever you want to share and the heart which always ache's to see you smile''.[beind on his knees] So will u Miss.Zoya Farooqi marry me and become Mrs.Zoya Akdu Ahmed Khan for eternity ?
Zo[nods]: Yes'..i will [hugs him tight]
As: So ab toh mein emotionally challenged nahi hoon na ?
Zo: nahi bilkul nahi, mujhe nahi pata tha ki 17th century ke Mr.Khan aise propose bhi kar sakte hai
As[laughs] aisa bahut kuch hai jo aap nahi janti
Zo: I know but who cares, ab toh puri zindagi padi hai aapko janne ke liye aur phir aapko sudhar ne ke liye
Issi baat pe Arz kiya hai ,
Aapki aankien shaan hai humari
Aapki muskaan pehchaan hai humari
Ifazat karna apni, kyunki
Aapki saansien jaan hain humari
It doesn't matter how long we may have been stuck in a sense of our limitations. If we go into a darkened room and turn on the light, it doesn't matter if the room has been dark for a day, a week, or ten thousand years -- we turn on the light and it is illuminated. Once we control our capacity for love and happiness, the light has been turned on.
If you love someone then don't recognize the barriers because love is something which jumps hurdles and penetrates dark to reach its lover.
- Anonymous
******************************************************************
I hope you all will like this...
Criticism is accepted too but do share your views
p.s. photo credit goes to the original maker
luv,
Neha
Originally posted by: ..vidhi..
loved both of them...specially the first one!!!
Very nice, but I liked the 2nd one better. I wish that really happens!!
Asya FF: Rendezvous with Honor Asad Ahmed Khan is the prodigal son. All the tabloids say so. Coming from an affluent family in Bhopal, he's done...
Qubool Hai C r e a t i o n s G a l l e r y # 21 _______________________________________________________________ Please post all your creations
[NOCOPY] Hello everyone! Happy to be here. I was searching for an opportunity to be here with all of you as a member after a long time as writer...
Writer - ExoticDisaster | Graphicer - Oh_nakhrewaali | Theme - Bag Unfolding Yesterday Zoya coughed, pulling the scarf higher over her nose and...
This is one of the entries I had submitted for Valentine's day contest - A Bag full of love. cover : oh_nakhrewaali | writer : missFiesty_69 |...
125