Jo chahat hain,usko paane ki taakat dena..
Jo kismat hain,use qubool karne ki himmat dena Qubool hain"..🤗
"Pyaar allah ki neeyamat hai,Isee hum munh mod kar zinda toh reh sakte hain magar jee nahin sakte Qubool hain"
🤗
"Mujhe apni fikr nahin hai ammi dart toh is baat ka hai ki kahin main kisi aur ko chot na pahuncha doon. Aakhir janab Rishab ka beta hoon. Jaise unhone aapko chot pahunchayi kahin main kisi aur ke saath aisa kar na baithoon Qubool hain"..🤗
"Jinhein khamoshiyon ki aadat hoti hai,
unhein tanhayiyaan achi lagti hain Qubool hain"🤗
."Mere zakhm itne jaldi nahin bharte Qubool hain"🤗
"Mere ragon mein behta khoon beh hi jaye toh acha hoga Qubool hain"
"Aapke armaanon ka khayal hai mujhe ammi Qubool hain"🤗
Allah miyan who r these 4 log..Qubool hain.🤣
Muhabbat se doori bhi hai
Nikah ke liye manzoori bhi hai Qubool hain🤗
Dieting kariye akal ko...akal hui moti..
how will u kheechofy when there is no choti. Qubool hain.🤣
i was not able to pin point my fav out of ol the dialouges..
so posted mostley ol...😆