sudzz thumbnail
Posted: 14 years ago
#1
Jeet gaya akhir sacha pyar,
Hogayi uski dua Kabul aaj,
Aa raha hai wo leke khusio ki bahar,
Betab hai uska dil milne use chod gaya tha jise beech majhdhar,

...Pyar ki takat ne nafrat ko haraya,
Tuta jhuta bandhan piya ka pyar use wapas jeet laya,
Pathar ko pighla diya pyar ki tapis ne,
Hawao ne bade jor se paigam sunaya……

So raha jo kabse dard kea gosh me,
Aaj uske pyaar ne use mukt karaya,
Shukr hai khuda ka,
Use inpe thoda toh rehem aya…………..

Wakt kar raha tha intezaar is pal ka kabse,
Chutne wala hai wo is jal bandhan se,
Ek baar fir wo nili aankhe khulengi,
Pyaar ka naya jaha dekhengi…………….

Par wakt k seene me abhi abhi b imtehaan baki hai,
Jo pyar use laya wapas wo hi pyar se anjani hai,
Ye b usne khud hi kiya tha,
Dard ka abhi ek or daur baki hai………

Uske pyar se kisi or ko b hai pyar,
Uska pyar usi se hai anjan,
Fir shuru hone wali hai ek kahani,
Kabhi na dekhi kabhi na suni,
Aag patange ki PYAR KI YE EK KAHAANI…………….

Created

Last reply

Replies

3

Views

1.9k

Users

4

Likes

5

Frequent Posters

blossom1234 thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago
#2
wow
superb👏
each and every line is so beautiful😍
Edited by blossom1234 - 14 years ago
660889 thumbnail
Posted: 13 years ago
#3

Originally posted by: sudzz

Jeet gaya akhir sacha pyar,
Hogayi uski dua Kabul aaj,
Aa raha hai wo leke khusio ki bahar,
Betab hai uska dil milne use chod gaya tha jise beech majhdhar,

...Pyar ki takat ne nafrat ko haraya,
Tuta jhuta bandhan piya ka pyar use wapas jeet laya,
Pathar ko pighla diya pyar ki tapis ne,
Hawao ne bade jor se paigam sunaya''

So raha jo kabse dard kea gosh me,
Aaj uske pyaar ne use mukt karaya,
Shukr hai khuda ka,
Use inpe thoda toh rehem aya''''..

Wakt kar raha tha intezaar is pal ka kabse,
Chutne wala hai wo is jal bandhan se,
Ek baar fir wo nili aankhe khulengi,
Pyaar ka naya jaha dekhengi'''''.

Par wakt k seene me abhi abhi b imtehaan baki hai,
Jo pyar use laya wapas wo hi pyar se anjani hai,
Ye b usne khud hi kiya tha,
Dard ka abhi ek or daur baki hai'''

Uske pyar se kisi or ko b hai pyar,
Uska pyar usi se hai anjan,
Fir shuru hone wali hai ek kahani,
Kabhi na dekhi kabhi na suni,
Aag patange ki PYAR KI YE EK KAHAANI'''''.

is this the real pyaar ki... song
cuteteddy thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#4
lovely poem dear n welcome to the forum hope u enjoy here

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".