















tootata kyon nahi dard ka silsila
is pyaar mein hon kaise kaise imntihaan
ye pyaar likhe kaisi kaisi dastaan
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
pyaar hai ya sazaa, aai mere dil bata
tootata kyon nahi dard ka silsila
kaisa hai safar wafa ki manjil ka
na hai koi hal dilon ki mushkil ka
dhadkan dhadkan bikhri ranjishein
saansein saansein tooti bandishein
kahi to har lamha honton pe fariyaad hai
kisi ki duniya chaahat mein barbaad hai
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
koi na sune sisakati aanhon ko
koi na dhare tadapati baahon ko
aadhi aadhi puri khwaishein
tooti footi sab farmaaishein
kahin shak hain kahin nafrat ki deewaar hai
kahin jeet mein bhi shamil palpal haar hain
ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho ya rabba de de koi jaan bhi agar
dilbar pe ho na, dilbar pe ho na koi asar
ho o o pyaar hai ya saja, aai mere dil bata
tootata kyon nahi dard ka silsila
ho o o o ho o o o
na poocho dard bandon se
hansi kaisi khushi kaisi
musibat sar pe rehati hain
kabhi kaisi kabhi kaisi
ho o o o... rabba, rabba ho o o ho
rabba ho o o, ho o ho rabba

In the words of the uploader ~~
Jagjit ji's style and melody was a departure from the prevalent genre of music known as 'Ghazal' which was heavily based on classical and semi-classical Indian music. Jagjit Singh contributed immensely towards changing the course of ghazal singing by making it more ear-friendly, melodic and enjoyable to a wider audience. Compared to his earlier ghazals (sung during 70s and 80s) his later ghazals have acquired a more soulful and poignant demeanour.
THE LYRICS WITH TRANSLATION ARE:
haath chhuteiN bhi to, rishtey nahiN chhoRa kartey! -- 2
Even if the holding of the hands gets loosened, do not break the relations.
waqt ki shaakh se, lamhe nahiN toRa kartey!
do not snatch the moments from the bough of the Time
haath chhuteiN bhi to, rishtey nahiN chhoRa kartey!
jis ki aawaaz mein silwat ho, nigahooN mein shikan! -- 2
Who speaks rudely, and who undermine you
aisi tasvir ke tukaRe nahiN joRa kartey! -- 2
do not join the pieces of such a portrait
shehad jiney ka mila karata hai thoRa thoRa! -- 2
(But) you get the sweetness of life very slowly
jaaney waalooN ke liye dil nahin thoRa kartey! -- 2
Do not feel distressed for who is leaving you
lag ke saahil se jo beheta hai usse behney do! -- 2
If it wants to flow along the Shore of the Sea,
aise dariyaa ka kabhi rukh nahin moRa kartey! -- 2
do not change the direction of such a River
haath chhute bhi to, rishtey nahiN chhoRa kartey!
waqt ki shaakh se, lamhe nahin toRa kartey!

