On the other hand Prithvi and his frens are tensed as how to overcome these hurdle.
Sanjam: Pri kuch jaldi socho varna hath sa bani banayi baji na nikle jaya.
Pundir: Ya log jo bhi hai ek baat to saaf hai ki ya bhimdev ka gupt char hai.
Arjun: par hum unha itna saara yatriyo ka bij ma se pehchanaga kasa
Chand: chup ka kyo vaar karta hai. Ek bari samna miljaya ek ek ko chorunga nahi. Unki himat kasa hui ajmar ki taraf akhe uthaka dekhna ki
Sanjam: is bhimdev aur uska guptcharo ko to humara hi hatho marna likha hai. Bas ek bar
Pri: ha ha sanjam tum unha jii bhar ka marlana ek bar miljaya to hum tumhara saath hai. Par abhi huma pata lagana ho ga ki unka maksat kya hai aur uska upar ya dhamki ki yatrio pa bhi vo humla kar sakta ha. Bar bar hath sa nikli jaa reha hai. Aur dusri taraf vo afat nandini.
Arjun: ab kya kiya usna
Pundir: ya ladkiya na aur vo nakchiri rajkumari chamki aur uski dost nanadini. inka kuch karna paraga. Nak pa dam kar rakha hai inhona.
Prithvi and sanjam both stare at pundir's comment.
Sanjam: Kya bigara hai rajkumari chamki na tumhara.
Pri: aur ha Nandini na bhi
All the frens just stare at each other
Pundir: aray tum dono ko ho kya gaya hai.abhi to tum hi kaha raha tha prithvi ki vo nandini ek afat hai.
Pri: mera matlab tha ki vo ja rahi hai yatra chor ka.vo bhi meri vaja sa.
Pundir: aray ya to bahot achi bat hai us afat sa chutkara milgaya. Ab uski fikar karna ki koi jarurat nahi huma.
Sanjam: iska matlab ki rajkumari chamki bhi ja rahi hai.
Pri: nahi ma unha jana nahi dunga
Chand Pundir and arjun just stare at prithvi and sanjam and are really surprised by there talk.
Pundir: tum dono ki tabiyat to thik hai na. un ladkiyo na tumha itna sataya aur ab tum unha jana nahi doga. Ya kya hogaya hai tum dono ko.
Chand: kal tak to tum unhai sabhak sikhana chahata tha.
Arjun: aur ajj tum unha rok na chahata ho. Hai bagwan ya kya ho raha hai. Prithvi tumhara to samaj ata hai tumhara sir pa chot lagi hai. sanjam tum hai kya hua hai?
Sanjam: ma vo kuch nahi. Vo vo ladkiya itni bhi buri nahi hai.
Arjun pundir and chand together: BURI NAHI HAI
They all just stare at each other. Sanjam looks at prithvi for some help.
Pri: iska matlab ki vo vo vo humara karan ya yatra na puri kara to acha nahi hoga na. isiliya hum un hai rokanga aur vasa bhi rasta ma kuch hogaya to uska jimadar sirf ma honga vo bachari mera karan hi is musibat pa phas gayi hai.
Arjun pundir and chand together: BACHARI kya bola tumna usa BACHARI
pls do continue