Originally posted by: Neenzm
V: haan han CK baby. Jaldi sikhao mujhe romance
RG: Bary utawaly ho rahy ho damad jii..๐๐
V:๐ณ๐ณ
GK ka dialogue ussi pe chep diya๐คฃ
is ko bolty hain karma..๐คฃ
Instant karma ๐คฃ
CK : ab ap logn hansna ho gaya ho toh class start Karen.
V: haaiii jaan!!!! Neki aur pooch pooch ๐
RG: hum chalty hain SD ki band bajany tum log class continue karo..
CK : jii maa . jesa ap kahain..
V: ab batao bhi karna kia hai??๐
CK: pehle sarr k bal khade ho jao. ๐
V : theek hai jaan . tum jo kaho. ho gaya . agy??๐
This Virendra toh bada seedha saadha. ๐คฃ
Sare k bal khada ho bhi gaya
V : haan mein apni Chanda k lie kuch bhi kar sakta hon . .. kuch bhi. !!!๐ณ
V: chandrakanta k liye saala kuch bhi karega ๐
ME: ek hi baat ko kitni bar repeat karo gy V humhn pata hai tum kuch bhi kar sakty ho..๐๐ .. ab agy bhi toh barho.. zada ni bas thora sa..๐๐
V : aise khulam khula invitation matt do. Kahin mere andar ka khunkhaar jaag gaya toh
toh humen pata k k kia ho ga . V sari had par kar jay ga.๐
CK: Bass tum zyada apna dimaag mat chalao. Aur apna kaam karo security ka
V : kon c security or kesi security mein toh chabi leny aya tha . tum ny mera deehaan hi divert kar diya apni tariff. tum humesha esa karti ho.๐