arushi ne mana kiya pratgya ko
arushi wahi saab kar rahi hai joo eik martaba pratgya ne kiya tha
jesey krrishna kaam nahi karta tha
ghar waley uey bateh suna tey theee
even arushi ne b bateh sunaee the
jesey kaha tha abb toh sara din ghar main parey hi rahtey hai
aur aurtoh main kiya ho raha hai woh pata hai
lakin jaab pratgya ko pata chala ke krishna kaaam nahi kar raha hai toh usney ghar waloo ko nahi batyeh balkey jo article likhney par money miley the woh krishna ki sallery bata kar krishna ka saman rakha aur usey ahsaas dilaney ki kafi koshish keee
aur akher kar krishna main ahsaas hoo gaya
lakin arushi wahi saab kar rahii hai lakin tarekey aesey kar rahi hai jesey usey khud buhat maza atta ho har waqat fight kar k
jaab ke pratgya sif khafa raheti thi krihsna se aur usey har cheeze b diya karti the jesey krishna thooth paste kahan hai aur koe cheez mangta tha
lakin arushi toh baas larney laghti hai
aur tanmey ki ajj ki episode main kafi behzaati hue usey samjh nahi aaya ke kiya kare janey laga lakin krishna ne rokh liya pratgya ko b buhat bura laga aur krishna ko b
lakin sirf aarushi ke liyeh undonno ne aesa kiya lakin
tanmey main aur evil jag gaya
arushi papa ko b chup kr bolti hai ke tanmey ki help na karooo
aur pratgya se b bolti hai ke help na karooo
ager arushi itne hi loyal hai toh sari baat kioun nahi share karti papa aur pratgya se
abi taak property ke pappers jo arushi ke naam kiya tha pratgya ko nahi pata hai
aur na hi pratgya yeh janti hai ke arushi ko tanmey ne kesi kesi baat sunaeee
ar na hi krishna ko pata hai ke tanmey ne komal ko kiya nhi kaha
aur tanmey b zid par aa gaya hai
sooo
he became evil