Originally posted by: Devil86
over there ppl always sad most of the timein gh why woh log buhat ziyada sochtey hain is lia kuch kahetey nahi hain...is lia har waqaaat parishan rahety hain ab arushi ko hi deko lo saaf in kar nahi kar sakti bartan ke bahaney topic change kar diya ab itna time lay gee inkar karney main...do teen episode main professer b kuch sochta howa nazar aaee ga.. kuch bholey ga nahi...is lia hamesha tenshion..waha sirf eik komal hai jo dil munh aaiya bol diya...
prgya b stating main aesey hi the ab kafi change ho gae hai krishna ne usey kafi himat dee hai is lia ab woh darti nahi hai...usey pata hai ke krishna ke hote huwey usey koe kuch nahi kahey sakta...paheley kesey khamosh khamosh raheti the itna time lay lia tha angad ki baat batne main ..aur apne ghar walooo ko krishna ke bare main batney main...always looked disturb...but not now ab jaab b disturb hoti hai yeh kuch parishan nazar atti hai toh krishna ko pata chal jata hai...or woh usey himat dilata hai ke kuch nahi hoga ...like in samar matter and keser matter...jaab shakti ke shadi ho rahee the to h woh parishan the k keser ka kia hoga...
bhai good written šš¼
underline
šš¤£do teen episode nahi 2 saal say šš¤£
syamji to hamesha sochtaa rahetaa hay , boltaa hay leking hamesha gyan detaa hay joo sahii nahi hotaa her baar
jaisey ki komal sey kahaa Ardash is busy thats why not talking
Arey ! itnaa kitnaa busy aik phone bhi nahi kar saktaa haptey mey
bhad mey jay aisaa kaam jaisey komal ney kahaa ..
Edited by Mitaly.. - 14 years ago