Posted:
Prats ke itna sab kuch karne ke baad bhi, I had full trust ki Krishna will not rape her, dekha wahi hua, main jaanti thi......Dekhna, Krishna izz baare mein kuch nahin kahega aur further agar kahin pe zaroorat padi toh usse defend bhi karega, Pratigya toh Krishna ke bina SS ke gharwaalon ko sambhaalne se rahi..
Waise Prats thodi bahut budhdhi rakhti hain, jhagde ke baad chhat chhat ke usne aisa Pratigya liya, jisme agar Krishna usse support naa bhi kare toh koi aur (SS) kar dega coz he needs a pota baadly............Pehle uski saari pratigyayen Krishna poora karta tha, phir ek baar baap ne sambhaala jisse end mein Krishna ne hi sambhaala, ab uski agli Pratigya uska sasur poora karega, uski toh naa himmat hain aur naa aukaad sasuraal mein kissi ke saamne muh kholne ki, sirf pati ke saamne zabaan phat phat chalti hain.........
Lekin izz pratigya ke baad, agar dono mein sulah nahin hui aur by chance usse izke baad aur ek pratigya khud ke liye leni padi sabke against, tab kaun support karega, dadi ki ghanti???? i know Krishna kuch bhio bole, Pratigya ki tarah paththar dil nahin hain,, oo hii apni mehraaroo ko sippourt karega, oo kaa hain naa humra Kisna baba hain hi ouisa.........Kyunki pratigya liye bina Prats ki zindagi toh kategi nahin....... đ