yaar mujhe to bohut gussa araha hai kab tak yeh saare kaam angad karega aur saara ilzaam krish pe aye ga aese to pratigya aur door ho jaye gi krish se. yaar dheere dheere yeh drama bor kar raha hai yeh drama sirf krish ki wjah se chal raha hai agar krishna nahi hota to kab ka flop ho jata