kl ka scene mujhe fhirse BETA movie ki yaad dila raha tha... climax mein BETA movie mein...madhuri ki saas aruna irani ji use poison wala milk deti š”hai jo ki madhuri jaan jati hai fir arguement hoti hai anil kapoor aur madhuri mein, anil kapoor apni dayan maa ki side leta hai aur pura milke pi jata š²result maarne wala almost š¤¢hai phir madhuri lecture sunati hai..but fhir aruna irani sudhar jati hai aur happy ending hoti haiš³š
DDEJ mein bhi same to same hua antu ke liye saas ne diya poison wala milk š²jo arguement ke baad raghu ne pi liyašresult same marne wala almost 𤢠aur antu ne bhi lecture jaise to nhi..pr dm ko manaya...kash yahan bhi beta movie ki tarah dm sudher jati to kitna achcha hota