Kabhi alwida na kehana,
Kabhi alwida na kehana.

Chalte Chalte Mere ye geet yaad rakhna,
Kabhi alwida Na kehana,
Kabhi Alwida Na kehna.

Rote hanste bas yuhiin tum,
Gungunaate rehana
Kabhi alwida na kehana,
Kabhi alwida na kehana.

Pyar kaarte kaarte, hum tum kahin kho jayenge.

Inhi baharoon ke,
aanchal mein thak ke soo jayenge.

Sapno ko phirbhi tum yunhi saajate rehana,
Kabhi alwida na kehana,
Kabhi alwida na kehana.

Bich raah mein dilbar,
Bichad jaayen kahin hum agar,
Aur sooni si lage tumhe jeevan ki ye dagar

Hum laut aayenge tum yunhi bulaate rehana

Kabhi Alwida Na kehna,
Kabhi Alwida Na Kehna. . . . .
KABHI ALWIDA NA KEHANAA. . . . . . .
Will miss You ETF.
Will miss CHOTU AND AISHA.