Oooh tere aankhon ke matwale kaajal ko mera salaam.😛
Saare Kul fans ko shaheen ki taraf se salaam-e-ishq😉
I am all sad again....😭I wanna sing to you....😳
Hope you will listen 😳
This is for all Kul Palace members & fans😊
This place rocked since christmas and in my opinion it is one of the most sparkling sections on IF😊.
I'm gonna miss it yaar😭 and i just want to remind all of you....never say goodbye....kabhi alvida nahi kehna😭
This is for all of you....who brought so much joy and excitement to my not so happy going life😭
Tum ko bhi hai khabar, Mujh ko bhi hai pata 😭
Ho raha hai juda, humari aur kul palace ki rastaa😭
Door ja ke bhi mujh se, Tum sab fans meri yaadon mein rehna
Kabhi alvida na kehna, Kabhi kul ko mat bhulna
Kabhi alvida na kehna
Jitni thi khushian, Jitni thi masti, Sab kho chuki hain, Bas ek gam hai ke jata nahi😭
Samjha ke dekha (sony ko), Behla ke dekha (sandiip ko), Dil hai ke chain iss ko aata nahi (kul fans ko)…Aata nahi
Aansu hain ke hain angaare😭😭😭, Aaag hai ab aankon se behna (agni joti joti agni swahaaa)
Kabhi alvida na kehna, Anuj se kabhi alvida na kehna
Anuj ko hamesha support karna....
shows aa rahi hai, shows ja rahi hai, shows ka mausam badla nahi
Kul ki gham itna hai gehra, Sadiyon bhi hoga halka nahi…Halka nahi
Kon jane kya hona hai, Sony aur Sandiip ke wajeh se kya kya hai sehna
Kabhi alvida…Kabhi alvida na kehna
Shourya, Niyati aur Agni se kabhi alvida na kehna
Tum ko bhi hai khabar, Mujh ko bhi hai pata
Ho raha hai juda, humari aur kul ki raasta
Door ja ke bhi mujh se, Tum sab fans meri yaadon mein rehna
Kabhi alvida na kehna, Kabhi alvida na kehna
Shaheen ko kabhi alvida na kehna 😭