Kaun Ho Tum:An Asya OSScene 1
"Kitni baar kaha hai Asad gadi samne dekh ke chalaya karo" zoya said in anger
"Maine kabhi akele gadi nai chalai na isiliye man nahi lag raha hai drive karne me" replied Asad is a jolly way
"Kehna kya chahte ho tum,kya matlab hai tumhara" Zoya said in a super angry tone
"Mai bas itna kehna chahta hu ki tum aaake mere sath samne baith jao" replied asad in a cool way
"Himmat kaise hui tumhari ye kehne ki,ye mat bhulo ki tum ek mamuli se driver ho yahi tumhari aukaat hai,ghar ka dusra driver mujhse baat tak karne se darta hai aur tum humesha mujhe chedte rehte ho,tum apni aukat me raha karo to behtar hoga"zoya said in a very rude and insulting way
"Zoya dusre driver aur mujhme fark hai..."replied asad
"Agar wo jaruri kaam na hota to abhi ise bata deta ki mai kaun hu aur meri aukaat kya hai par abhi mai sirf ek driver hu mujhe aone pe kabu rakhna hoga warna mai apne maqsad me kamyaab nahi ho paunga,aur rahi baat is zoya ki to mai ise baad me ache se sabak sikhaunga" asad ne apne man me socha aur gadi ki speed badha di aur bahut tez gadi badha di zoya ke college ki taraf
Scene 2
Koh e fiza (5 star hotel in bhopal)
Asad is having coffee in the vip lounge of hotel and he is very well dressed looking very charming and talking on phone with someone
"Tum befikr raho mai tumhara kaam kar dunga mujhpe bharosa rakho,dosti ki hai to dosti ka farz bhi nibhaunga"
Zoya and her friend saba enters in koh e fiza as they were there for having dinner
They both sits there in the food court and zoya notices asad in the food court
"Wo humara driver asad to nahi kahi,no uski itni aukaat kaha ho sajta hai koi hamshakl ho ya meri najro ka dhoka par yadi us asad ko bhi ache kapde pehnae jae to wo bahut handsome dikhega" zoya ne man hi man socha asad ko ghurte hue
"Kya hua zoya madam wo handsome pasand aaa gaya kya tujhe,mai notice kar rahi hu ki tu jab se use hi dekhe ja rai h" saba ne zoya ko chedte hue sharati andaj me kaha
"Nahi aisa nahi h ,waise bhi zoya ki pasand lakho me nahi karodo me ek hoga,wo to is ki shakl kisi se milti h jise mai janti hu,mai soch rahj thi ki kahi ye wahi to nahi par ye koi aur hai" zoya ne as usual bahut gusse me kaha
Asad ne bhi zoya ko dekh liya par wo use ignore karta hua bahar chala gaya
P.s-
1. Blue colour is used for asad's dialogue to reflect his coolness
2. Red colour is used for zoya's dialogue to reflect her angry nature
3. Koh e fiza is actually a 3 star hotel in bhopal but to suit the story i represted it as 5 star,the fact is that koh e fiza is the best hotel we have in bhopal as there are no 5 star hotel in bhopal and this koh e fiza hotel belongs to saif ali khan
46