JR DON
🏏ICC Men's T20 World Cup 2026: First Semi-Final- SA vs NZ🏏
Toxic Postponed To 4th June 2026
Abhimaan Ki 4th Shaadi
HOLI GADBAD 4.3
Why was Dharundar snubbed at Zee Awards
Abeekmaan are cringe
"I don't recognize my country anymore": Angelina Jolie
Happy birthday to Shraddha Kapoor
Avatar & Signatures Shop BC 2026 | V-Day Celebration | VOTING ON!
"Main yahaaan hoon..Yahaan hoon.. Yahaaan hoon... Yahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan!!!!!!!!! 😆 😆 😆
Yaaro.. Kia mushkil sawal aa gaya hai.. Koi damagh mai gaana hi nahi aa raha hai.. Aaaa.. Saaareeetaaa.. Meri ammaaa... Kidher se dhoondh ker lai ho ye question?? Hayee.. Gaye mai kaam se.. Kasamh Se.. 😳
For Sareeta:
Kambhai jaisi khadi hai..
Ladki hai ya chadi hai..
Shola hai puljhari hai..
Patakhe ki ladi hai..
😆 😆
Kya yaar, tum bhi na... mere ko hitler banaa diya.. ayyoooooo.... tumhe pareshaaan karne ka iraada nahin tha amma .... I have an a picture as to how I would do it, bas tumhaari soch bhi jaannaaa tha , before I can request you to make it for me...
Aur main kahin se dhoondh ke nahin laayi re amma, it was impromptu... I was jus seeing the posts and I got this thought and posted it for yaa!!!
Zaaaalim hum nahin, aye hasin... 😉
Tumhe main kuch nahin hone doongi jaaaneman.. accha chal... tassali ho gayi na , ki main hu tere saath, abhi socho socho socho!
"Main yahaaan hoon..Yahaan hoon.. Yahaaan hoon... Yahaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaan!!!!!!!!! 😆 😆 😆
Yaaro.. Kia mushkil sawal aa gaya hai.. Koi damagh mai gaana hi nahi aa raha hai.. Aaaa.. Saaareeetaaa.. Meri ammaaa... Kidher se dhoondh ker lai ho ye question?? Hayee.. Gaye mai kaam se.. Kasamh Se.. 😳
For Sareeta:
Kambhai jaisi khadi hai..
Ladki hai ya chadi hai..
Shola hai puljhari hai..
Patakhe ki ladi hai..
😆 😆
😆
JR DON
ok sana dii..i am a achi bachi..u see i am asking u a answerable question 😆
how do u describe ur safar from newbie to goldie.(.no like how many post and all tht..but the way u attached urself to IF and friends here) 😳