Originally posted by: chalhov
2nd month completion special
toofan kya hai dekho meri in aakhon main
aakhon ki tasveer bahi mere seene main
fasle aur kam ho rahe hain
dur se pas ham ho rahe hain

Wah putija, what a "romantic" way to celebrate the completion of 2-month of our fav jodi and fav show EBP ... mar jawaan laddoo kha ke (I better change my ghise-pite expressions𤣠But like moi said on CG, u dont cease to amaze shrel ... i know they must be easy to learn, but the final product can be so mindblowing is hard to believe!
Plus so many more gorgeous ones I see, from seema, goolab, siham, snehal, (did u check her creation top of pg 130?!šāļø, sarita, komal, kate, starry, ursh, harsha, munni, baki, ashanegi, abi_niki, latest hari, my my my ... me certain missing many more names, Shruti!
Just wondering if they are actually part of some old songs, small in the middle of a stanza, that shrel cant place at allš³š
Me just thot of this track purely out of the blue this very second ... Munda: "jab se tumhe dekha hai, aakhon mein tum hi tum ho, chhokri: hum bhi yahi kahte hai, bahoon mein tum hi tum ho
Oh the line shrel posted above seems perfectooo for today's epi ... from Aayi milan ki bela ... ho jaye bole toh?!š
tum kamsin ho, nadaan ho naazuk ho ...
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=zrv6PMS3J68[/YOUTUBE]
jab se tumhe dekha hai ... Gharana
wooo! w/subs! š
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=0uKcYPRmdK4[/YOUTUBE]
oh, love this one from "Yahudi"
Meri jaan meri jaan pyar kisi se ho hi gaya hai
hum kya karen, hum kya karen aur koi kya kare, dil jo diya hai ...
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=FcatzYBclE4[/YOUTUBE]
[YOUTUBE]http://www.youtube.com/watch?v=cBgk0Ho0xkk[/YOUTUBE]
Song-Tasweer teri dil mein jis din se utaari hai (Maaya) (1961) Singers-Lata, Rafi, Lyrics-Majrooh Sultanpuri, MD-salil Chowdhary Lyrics
tasveer teri dil mein, jis din se utaari hai
tasweer teri dil mein, jis din se utaari hai
phirun tujhe sang leke, naye naye rang leke
sapnon ki mahfil mein
tasweer teri dil mein, jis din se utaari hai
phirun tujhe sang leke, naye naye rang leke
sapnon ki mahfil mein
tasweer teri dil mein
maathe ki bindiyaa tu hai sanam
nainon kaa kajraa piyaa teraa gham
maathe ki bindiyaa tu hai sanam
nainon kaa kajraa piyaa teraa gham
nain ke neeche neeche
rahoon tere peechhe peechhe
chalun kisi manzil mein
tasweer teri dil mein jis din se utaari hai
phirun tujhe sang leke, naye naye rang leke
sapnon ki mahfil mein
tasweer teri dil mein
tumse nazar jab gayi hai mil
jahaan hai kadam tere wahin meraa dil
tumse nazar jab gayi hai mil
jahaan hai kadam tere wahin meraa dil
jhuke jahaan palken teri, khule jahaan zulfen teri
rahun usi manzil mein
tasweer teri dil mein, jis din se utaari hai
phirun tujhe sang leke, naye naye rang leke
sapnon ki mahfil mein
tasweer teri dil mein
toofaan uthaayegi duniyaa magar
ruk na sakegaa dil ka safar
toofaan uthaayegi duniyaa magar
ruk na sakegaa dil ka safar
yoon hi nazar milti hogi
yoon hi shama jalti hogi
teri meri manzil mein
tasweer teri dil mein, jis din se utaari hai
phirun tujhe sang leke, naye naye rang leke
sapnon ki mahfil mein
tasweer teri dil mein jis din se utaari hai
phirun tujhe sang leke, naye naye rang leke
sapnon ki mahfil mein
tasweer teri dil mein
translation:
since the day I drew your likening in my heart
you are with me wherever I go, in varied hues
in dreams, I dwell with thee
O beloved, you are my pride and destiny
Your sorrow is the darkness in my eyes
I will be your shadow, with eyes downcast
Wherever you care to take me
I am yours since the moment we met
my heart is with you wherever you be
I shall stay where you let your hair down
With eyes downcast ?
let the world raise a storm of objections
it will not hamper the heart's journey
with meeting of eyes, the flames of love burn,
towards the destination, which is ours
These pics of the 2 family elders, and the mushy scenarios above probablybelong to two different serials, i mean they couldn't be ANY MORE GROSSLYDIFFERENT FROM EACH OTHER in the same epi ... perhaps a glaring example of gen differences ?š