Part3: Sleeping scene
Jalal: Jodha begum, hum itaja karthe hain haath jodh ke humme humara salim dedijiye
Jodha: Bhilkul nahi, jab tak aap ek aache pati aur pita na sabit hojaye hum aapko salim nahi denge
Jalal: Patahiye jodha begum, humme kya karna hoga ek aacha pati aur pita savit hone ke liye, hum kuch bhi karne ko tayar hain humare sheiku baba ke liye
Jalal thinking: Ek baar mera sheiku ajaye phir dekhlunga is nakchadiii chudail begum kooo
Jodha: Humara pura badan dard kar raha hai, toda daba dijiye
Jalal: Kya, hummm shahenshah hain
Jodha: Phir sheiku baba ko rehne dijiye
Jalal: Grrr thik hai thik hai
Jalla starts pressing her hand
Jodha: Thoda pair bhi
Jalal: yeh shahenshah ki tauhin heee
Jodha: Sheiku baba jahiye yaaa
So shahenshah ne sheiku baba ki kathir apne begum ke haath pair dabana shuru kiya
Jalal thinking: Hey khuda humme apne abu jaan ki bahut yaad aarahi hai, najane unhone humme pane ke liye kya kya kiya hoga aur hum unki ek baat nahi mante theee bachpan meinnn. Sheiku baba dekh rahe ho na aapkeliye hum kitni mainat karni padrahi hai, hummare pasine chut rahe hain raat bar aapki aami ke haath pair daba daba kar
So full night till 5am shahenshah jalal ne apni jodha begum ke haath pair dabaye
Jalla thinking: Yeh jodha begum kab neend se uthegi aur kab humme humare sheiku milenge
Jodha wake up 5am early
Jodha waking thinking: Ab utathe hi yeh sheiku baba ki rat lagayega, magar mein bhi ameri mirch hun
Jalal happy: Jodha begum, aap uth gayi kya Humne apki sari sharth mani abbb(shies) matlab(smiles) abbb sheiku
Jodha: Mera saar pata jaa raha hai, apne apna pati dharm thik se nahi nibhaya
Jalal: Magar magar apne sirf haath pher dabane ko kaha tha
Jodha: Har chij kahi nahi jathi shahenshah samjhi bhi jathi hai
Jalal: Magar, isse kaise savit hota hai ki hum achhe baap nahi ban sakthe
Jodha: Achha humare sheiku baba peda honge aur baat to nahi karpayenge do saal tak. toh aap unhe kaise samjhenge ki woh kisliye ro rahein hai haas rahein hai. isliye aap abhi baap bane ke liye tayar nahi hain, aap hawai se kaam chalayiye abhi and Jodha leaves
Jalal stumped
68