Ye bagh ke panjon ke nishaan bhi kamal hai, dard mit jata hai par nishan reh jate hain... Wo to shukr hai ki hum par kisi ne baaghin ne humla nahi kiya warna hum to yaaina dekhne ke qabil nahi rehte...😳
And the ultimate one:
Aapka wo top ki tarah futta gussa, shamshir se bhi tez chalti aapki zubaan aur ye karare naino ka vaar agar hum par chal gaya to hum to bachne ke qabil bhi nahi rahenge...
Jodha was 😲 btw ye tareef thi ya tana 😆😛
Baagh se bachane ke liye to sena ki tukdi hai par baaghin se...matlab aapse hume kaun bachayega???😉