~Kavyanjali~2 Year Anniversary~ - Page 3

Created

Last reply

Replies

24

Views

2.1k

Users

14

Frequent Posters

sambharchutney thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 19 years ago
#21

Originally posted by: eijazwife

yes please,😳😳😳

which part😕

the famous dialogue or the actual song😊

sambharchutney thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 19 years ago
#22

sorry Jayne di
i could only translate the dialogue😳
the rest was too hard too

Salaam-e-Ishq Meri Jaan Zara Kabool Karlo. Humse Ishq Karne Ki Zara Si Bhool Karlo.

I salute love, my darling admit to this, make the mistake of loving me

lmao it sound so cheesy when its in english. Its so much better in Hindi.😆

444444444444444 thumbnail
Posted: 18 years ago
#23
Ishq hai...
(teri aankhon ke matvaale kaajal ko mera salaam
zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam) - 2
ghayal kar de mujhe yaar tere paayal ke jhankar
hey soni sone teri soni har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 2 ishq hai....

ho teri mastaani anjaani bataon ko mera salaam
rangon mein doobi doobi raaton ko mera slaaam
khwaabon mein kho gayi main deewani ho gayi main
soney soney aisse soney har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 2 ishq hai....

ho teri hathhawitch mehandi ka rang khila hain
tujhe sapano da changa mehboob mila hain
meri banno pyaari pyaari sari duniya se nyaari
ise doli mein tu leja doliyaan, doliyaan...

teri meri nazar jo mili pehli baar
ho gaya ho gaya tujhse pyaar
dil hai kya dil hai kya jaan bhi tujhpe nisaar
maine tujhe kiya aitbaar
ho main bhi toh tujhpe mar gayi
deewanapan kya kar gayi
meri har dhakan betaab hai
palkon vich tera khwaab hai
ho jaan se bhi pyaari pyaari jaaniya ko salaam
salaam-e-ishq, (salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq) - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e) - 2 ishq hai....

main tere ishq mein do jahan vaar doon
mere vaade pe kar le yakeen
keh rahe hai zameen keh raha aasman
tere jaissa dooja nahin
ho aisse jaadoon na daal ve
naa aaon tere naal ve
jhooti tereefein chodh de
ab dil mere dil se jod de
ho jo abhi hai dil se nikli uss dua ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 2 ishq hai....

rab se hai iltija maaf kar de mujhe
main toh teri ibaadat karoon
aye meri soniye na khabar hai tujhe
tujhase kitni mohobbat karoon
tere bin sab kuch benoor hai
meri maang mein tere sindoor hai
sanson mein yehi paigaam hai
mera sab kuch tere naam hai
ho dhadkanon mein rehnewaali soniye ko salaam
salaam-e-ishq
teri aankhon ke matvaale kaajal ko mera salaam
zulfon ke kale kale baadal ko mera salaam
khwaabon mein kho gayi main deewani ho gayi main
soney soney teri soney har adaa ko salaam
salaam-e-ishq ishq ishq salaam-e-ishq - 2
(ho salaam-e-ishq salaam-e-
salaam-e-ishq salaam-e-) - 3 ishq hai....
salaam-e-ishq

------------------------------------

sambharchutney thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 18 years ago
#24

Originally posted by: 444444444444444

hii but didnt i post that already😳😆

sambharchutney thumbnail
20th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 2
Posted: 18 years ago
#25
kahan ho tum sabh
Happy Valentine's Day!!! 😃

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".