how this husband and wife met😳(read as a story)
Teri muhabbat ki ye intehaa sun key
Mein aarahi huun teri hi saada sun key
tum sey milney ki khatir
is pal ko jeeney ki khatir
todey hain bandhan
todi har deewarr haii
Kaisa ye pyaar hai
Kaisa ye pyaar hai
Kaisa ye pyaar hai :
Iss pal ki chahat mein guzrethe pal kitne..
Iss pal ki chahat mein guzrethe pal kitne..
Tere bine sare pal tanha kitne the..
Joh choo liya aaj tumne..
Jeelenghe phir hum woh lamhe..
Pehla ehsaas, pehla assar..
PEHLE MULAQUATT HAI!
KAISA YE PYAR HAI
KAISA YE PYAR HAI
Kya pyar, kya ishq…
Kaisi yeh chaahat hai…
Bekaar naakaam logon ki aadat hai…
Hai khel, sauda hai…
Kaisa yeh pyar hai
Kaisa yeh pyaar hai
na janain hum kia ye pyar muhabbat hai,
thori shikayat hai thori si chahat hai...
pass aja ay meri rani,
na beet jai jawani...
dil main basa lo tum,
apna bana lo tum...
dil kitna bechain hai...
kaisa khumaar hai,
kaisa ye pyar hai...
Ruk si gayi zindagi aaj is pal mein...
Phaila dhua gham ka, khushiyaan lagi jalne...
Dil ko rulaayaa hai itna...
Bikhra hai tukdon mein sapna...
Armaan ban ke jo is dil mein rehte the...
Kyun aaj bezaar hai...
Kaisa yeh pyaar hai... (4)
Sab rang tasveer ke dhal gaye kaisey
Apney hi the sab badal kyun gaye aisey
Duniya yeh meri nahin hai
Dikhti hai waisi nahin hai
Jhoothi se lagti hai
Aankhon mein chubhti hai
Kaisi yeh Pehchan hai----
Kaisa yeh Pyar hai---
teri thi har baat har khaab tha tera
kitna suhaana tha woh har mera lamha
ab dil mein koi nahi hai
har aarzoo roh rahi hai
khamosh raahein hai
anjaan manzil hai
tanha safar yaar hai
kaisa yeh pyar hai
kaisa yeh pyar hai
kaisa yeh pyar hai
kaisa yeh pyar hai

tere bina aur kuch baat ho kiase
ho shaam ya ho savera
har waqt hai waqt tera
meri khani mein
har lavz tera hai
karna yeh izhaar hai
kaisa yeh pyar hai (x4)
humne na maana magar ab yeh lagta hai
is pyar mein dil alag sa dhadakta hai
hulchul jo ab ho rahi hai
pehli kabhi na hui thi
ab mere khwabon mein
hoti har ek raat
tumse mulaqaat hai
kaisa yeh pyar hai
Hain Saamne Phir Bhi Anjaane Kitne Hai ...
Chehron Pe Hai Chehre Baygaan Kitne Hai ...
Aisey To Hum Tum Nahin Teh ...
Bas Pyaar Ke Silsile Teh ...
Ab Tum Ho Uss Paar ...
Khushiyon Ki Rahon Pe ..
Tanha Hum Iss Paar Hain ...
Kaisa Yeh Pyaar Hai ...
Kaisa Yeh Pyaar Hai ..
Ab zindagi ki nayi raah pe chalney
Hum jaa rahey hain kisi khwaab se milney
Hogi nayi zindagani
Phir bhi hai aankhon mein paani
Per dosti aisi na bhool payengey
Dil ko yeh vishwaas hai
Humney lagayi jo har aas hai tooti
Dil ne banayi yeh tasveer kyun jhoothi
Kissey shikayat karein hum
Khamosh kaisey rahen hum
Maana jisey apni
Is dil ki dhadkan woh
Dil se hi anjaan hai
Kaisa Yeh pyar hai----
Yeh gham sisaktey hai yeh asht kehtein hai
teri mohobbat ka kyon dard sehte hai
sapna dhikaaya tha jhoota chain aur sukoon mera loota
aahon mein jeetein hai ab zindagi apni
tera hi ehsaan hai
kaisa yeh pyar hai
kaisa yeh pyar hai
kaisa yeh pyar hai
kaisa yeh pyar hai
Kya khel kismat ne sang mere khela hai
Ulfat ki raho pe yeh dil akela hai
Tumse yeh keh bhi na paye
Aur ho gaye hum paraye
Leken khushi teri
Manjoor hai mujko
Yeh ashk bekaar hai
Kaisa yeh pyar hai (2)
Yeh do dilon ki alag si kahani hai (2)
Hai ek diwana aur ek diwani hai
Jis din se dono mile hai
Kaise ajab silsile hai
Ek pal khafa hai toh
Ek pal mohabbat hai
Rehte yun hi saath hai
Kaisa yeh pyar hai…(4)
pass rehtay bhi ye kaisi doori hai,
ab tak humari ye chahat adhoori hai...
ab doorian ye meta do,
humko galay say laga lo...
din main ratoon main,
tumho khayaloon main....
kaisa ye ehsas hai,
kaisa ye pyar hai...
kaisa ye pyar hai...
Bechain hai dil kyun
Kaisi yeh uljhan hai
Gham aur Khushiyon ka
Yeh kaisa bandhan hai
Peechhey gaya chhoot koi
Aagey naya mod koi
Sapney dikhata hai
Mujhko bulata hai
Baahon ka woh haar hai
Kaisa Yeh Pyar Hai
Kaisa Yeh Pyar Hai!
bin jaane shayad kiya faisla humne,
aise nahi tum tumhe jo kaha humne,
shayad ye tasveer teri,
dekhi hai humne adhori,
hone laga yakeen tujhpe,
bandhne lagi ek aas hai,
kaisa ye pyaar hai.........
Lo aaj yeh dil tere naam kartey hain
Apni mohabbat ka ikraar kartey hain
Yeh hont sil se gaye hain
Har Labz ruk se gaye hain
Madhosh ho jayen
Dhadkan na kho jayen
Yun Dil ki raftaar hai
Kaisa Yeh Pyar Hai
Tha paas sab mere par kuch kamisi thi
Tere bina zindagi suni suni thi
Dhunda tha jisko hamesha
Shayad woh sapna ho mera
Meri mohabbat ko
Pura kiya jisne
Tera hi ek saath hai
Kaisa yeh pyar hai (4)

Teri mohabbat mein jeeney lagey aisey
Chahat ki pehchaan hain hum
Do dil hain Ek jaan hain hum
Koi Bhi mausam ho
Tu saath hardum ho
Dil mein yeh jazbaat hai
Kaisa Yeh Pyar Hai
Kitni haseen duniya lagti hai chahat mein
Har shaam kat-ti hai ab muskurahaat mein
Gaaney lagi yeh hawayen
Yeh phool bhi muskurayen
Teri hi baatein kyun
Hum sabse kartey hain
Kaisi haseen raaz hai
Kaisa yeh Pyar Hai
Kaisa Yeh Pyar Hai
Sham-O-Sehar mere mehka diye tumney
Jazbaat seeney mein sulga diye tumney
Hum kho gaye aashiqui mein
Kaisi haseen dillagi mein
Chahat ki aankhon se
Duniya nazar aaye
Kaisi Dilnasheen yaar hai
Kaisa Yeh Pyar Hai
Kaisa Yeh Pyar Hai
Kitni haseen duniya lagti hai chahat mein
Har shaam kat-ti hai ab muskurahaat mein
Gaaney lagi yeh hawayen
Yeh phool bhi muskurayen
Teri hi baatein kyun
Hum sabse kartey hain
Kaisi haseen raaz hai
Kaisa yeh Pyar Hai
Kaisa Yeh Pyar Hai
Married
(on honeymoon😆)Saason ka saanso ko paighaam lene do
Is raat ko koi ilzaam lene do
Bas kaapne do labbon ko
Sun lo zara dhadkano ko
Aaghosh mein iski
Mumkin hai jaljaye
Ye ishq vo aag hai
Kaisa yeh pyar hai (2)
kripa???? merey kapre kahaa chupadeye?
sorry darling, i m at work, aur tumhare saare kapre me apne saath lekar ayi hu, so tum ghar se bahar na niklo!! taake mery baby ko kisi mishty ya kanan ke boori nazar na lage, see u at 9 sweetheart, tata!
😆