episode ko dekhne ke baad jo bechaini jo
feelings humare andar umar rahi hai usko
baayan nahi kiya jaa sakta aaj ke episode to
bhai aisa tha jo koi explain v nahi kar sakta wat
briliant acting by kkk wow isse bahar nikal pana
bahut muskil hai yaar aur itna to hum shayad hi
kv bechain hue honge aur roye honge jitna ki
aaj ke episode ke baad hue...
addu pe bahut gussa aa raha tha mann to kar
raha tha ki jake mare usko aur mohan ka haath
pakad ke bacha lein usko par aisa ho to sakta
nahi tha aur jab mohan ka haath addu ne choda
to mohan ki aankhon mein dard dekh ke bahut
rona aaya aur wo sare fb dekh ke sach us
feelings ko jo us samay hum sabhi ke andar chal
rahi thi bayan nahi kiya jaa sakta par jaisa
mohan ne kaha ki usse aur megha ko koi alag
nahi kar sakta to wo aaega hi aur apne nazm
mein v to bol ke gaya hai ki ek din tumhare
samne aaunga yahi tak bola uske aage nahi
matlab ki mohan kahin nahi gaya bus kuch der
ke lie vasu ban ke samne aaega aur hume
megha ke saath milke entertain karega qki
mohan cant die aur mera dil man ne ko tayar
nahi ki vasu mohan nahi hai aaage story mein
vasu mohan banega qki
mohan megha ko pyar ne joda rakha hai to use
bhagwan v alag nahi kar sakte...
haan bus guru gg renu tanu aarti nanhi aur ab
beera ki v aadat ho gayi thi so ye sab v chale
gaye uska bahut dukh ho raha hai especialy
guru gg renu aur yaar nanhi kahan chali gayi
aur kaise pata nahi writer ne kya socha hua
hai...
megha in last scene was awesum bt whole
episode to mohan ke naam hi raha kya acting ki
hai yaar sach har waqt av dimag dil har jagah
bus wahi mohan uski aankhe megha uska dard
yahi chal raha hai especialy mohan ka wo girna
dhire dhire aur bahut si cheejen hain jo jst cant
able to forget it shanti se baith nahi paa rahe
hain...
we salute u kkk nd as, kuch v tum dono ke
samne fika hai...